Search found 547 matches

by sajhashmi
Thu Dec 11, 2008 9:55 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: SOHAIL AKHTAR HASHMI KI GHAZAL....SAJHASHMI
Replies: 5
Views: 452

SOHAIL AKHTAR HASHMI KI GHAZAL....SAJHASHMI

SOHAIL AKHTAR HASHMI KI AIK TAZAH GHAZAL HAMAR EINTIKHAAB AAP KI BASARATOUN KI NAZR

APNI RAIYEY CE NAWAZEIN AAINDAH BHI UNN KA KALAM HASIL KIYA JAIYE GA:

SYED ANWER JAWAID HASHMI
11-12-2008]
by sajhashmi
Thu Dec 11, 2008 9:46 am
Forum: Moshaairah
Topic: Mehfil-e-Mushairah zaire Sadaret Syed Anwer Jawaid Hashmi 15
Replies: 3
Views: 457

Re: Mehfil-e-Mushairah zaire Sadaret Syed Anwer Jawaid Hashmi 15

Biraader e mann Salem A Bashwar aur Muzafar Saheban Aadab Group foto meiN shoara jo nazer aarahey heiN itney hii aur thay jo mushairah paRh kay chaley gaiyey mojoud heiN: Compare Metro TV Channel aur yehaN kay Naazim e mushairah Sohail Imtical Siddiqui,Mehman e Aizazi Saeed Agha[Mizahiyah Shair],Sha...
by sajhashmi
Tue Dec 09, 2008 7:06 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Eid Mubarak Syed Anwer Jawaid Hashmi
Replies: 3
Views: 113

Re: Eid Mubarak Syed Anwer Jawaid Hashmi

sbashwar wrote::salaam:

Mere taraf se tamam arakeen urdubandhan ko EID MUBARAK

Mukhlis
Salem Bashwar
KHER MUBARAK SHUKRIYA AAP KI PHONE CALL MISS HOGAI THII

EHTESHAM ANWER AUR DEEGAR EHBAAB BHI MUBARAKBAAD DETEY HEIN :-) [/color]

SYED ANWER JAWAID HASHMI
by sajhashmi
Mon Dec 08, 2008 1:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Eid Mubarak Syed Anwer Jawaid Hashmi
Replies: 3
Views: 113

Eid Mubarak Syed Anwer Jawaid Hashmi

Assalam o Alaihkum Urdubandhan kay arakeen ehbaab aur muntazimeen ki khidmat meiN meri taref ce:
by sajhashmi
Wed Dec 03, 2008 8:29 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Aik ghazal.....Syed Anwer Jawaid Hashmi
Replies: 2
Views: 86

Aik ghazal.....Syed Anwer Jawaid Hashmi

Aadab o tasleemat
Ghazal per aap ki raiye ka muntazir:

Syed Anwer Jawaid Hashmi
by sajhashmi
Tue Nov 25, 2008 9:20 am
Forum: Urdu Adabi KhabreN
Topic: Liaquat Ali Asim kay teen(3) sheiri majmouey
Replies: 0
Views: 477

Liaquat Ali Asim kay teen(3) sheiri majmouey

Aangan meiN Samander [1987] ka revised edition, Raqse ViSsal[1996] ka revised edition aur naiye kalam ka eintikhab NASHEB E SHEHR 2008 kay eikhtitam per shaiyey hogayey heiN ham yehaN Liaquat Ali Asim saheb ki aik ghazal haazireen o nazireen ki dilchaspi aur aa`ra kay liyey paish ker rahey heiN: Sye...
by sajhashmi
Fri Nov 21, 2008 1:18 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Mehfil-e-Mushairah zaire Sadaret Syed Anwer Jawaid Hashmi 15
Replies: 3
Views: 457

Mehfil-e-Mushairah zaire Sadaret Syed Anwer Jawaid Hashmi 15

Asslam o Alahikum report dekhiyey
by sajhashmi
Wed Nov 12, 2008 9:33 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 2
Views: 173

aik ghazal



Aadab o tasleemat

Sukhan shanasouN kay liyey kalaam haazir hey

Syed Anwer Jawaid Hashmi
by sajhashmi
Wed Nov 12, 2008 8:43 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#46 ke liye t^araHee miSra' pesh-e-khidmat hai.
Replies: 3
Views: 367

Re: GuZarish#46 ke liye t^araHee miSra' pesh-e-khidmat hai.

janab M A M yeani Muzaffar Ahmad Muzaffar aap kay nam kay baad M A N yeani Munir Arman Nasimi ko bhi acknowlege kiya receipt bheji tau MAN saheb ne fermaya Muzaffar Bhai kay saath naam milaker jo Cocktail''''' Kiya fermatey heiN aap batour sukhanwar hameiN aisa kerna chahiyey ya nahiN? Achcha aik ba...
by sajhashmi
Tue Nov 11, 2008 11:58 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aaj phir bazm meiN chala aaya
Replies: 0
Views: 64

aaj phir bazm meiN chala aaya

Tamam sukhanwaran e urdu bandhan aur sukhan shanasouN ko Hashmi ka aadab

jin logouN ne hamarey kalam ko seraha unn ka shukriya aur jinn ko achcha nah laga voh
PHIR BHI KHOOSH RAHEIN
by sajhashmi
Tue Nov 11, 2008 11:54 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?
Replies: 8
Views: 466

Re: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?

:grin: Jee Huzur.... Hamesha "M" ke baad hi "N" aata hai aur yeh meri khush-nasibi hai......... Aap ne mujhe aur Muzaffar Bhai ko mila kar jo "Cocktail" pesh kiya hai wohhh........ Qaabil-e-Taareef hai... =D> aap mera jawab paRh lejiyey Jee Huzuri ki baat janeN deiN Aa...
by sajhashmi
Tue Nov 11, 2008 11:47 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?
Replies: 8
Views: 466

Re: Ghazal Hashmi ki zara dekh leiN?

JhaRkunD ce aljubail ki tamam vadiaN, kohsaar,jungle,darya,maidan aur havaieN aap per nisSar Mohtrem Dilshaad Nazmi Saheb aadab o tasleemat abhi Mehfileehbaab meiN mmmughal ko man`a kerke aaya houN aur aap ki khidmat meiN hadiya e tabreek wa iZhaar-e- tashakkur bhi kiya hey! Aap jiss qadr inhimaak ...
by sajhashmi
Thu Nov 06, 2008 10:30 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Tazah Ghazal
Replies: 3
Views: 157

Tazah Ghazal

Aadab o tasleem

Mehfil meiN iss khayal ce phir'''''''''''''''''''''''''''

S Anwer Jawaid Hashmi :grin:
by sajhashmi
Wed Nov 05, 2008 5:49 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik Ghazal
Replies: 6
Views: 506

Re: aik Ghazal

Bhai Afzal Shah shb Aadab!

aap ki ghazal peRhker jee khush howa waisay tu tamam hi ashaar bohat achay haIN lakin kuch shair tu bas bohat hi khoob...

lagay rahaiN bohat khoob jarahay haiN.....

Allah karay zoray qalam aur zayada....

Ehtesham Anwar
by sajhashmi
Tue Nov 04, 2008 6:57 pm
Forum: Moshaairah
Topic: GuZarish#46 ke liye t^araHee miSra' pesh-e-khidmat hai.
Replies: 3
Views: 367

Re: GuZarish#46 ke liye t^araHee miSra' pesh-e-khidmat hai.

Aadab o tasleemat

aap ka misra baRa hi rawaaN aur asaan hay....
umeed hay aHbaab zayada se zayada shirkat karaiN gay...

Syed Anwer Jawaid Hashmi