mohtaram azeez belgaumi sb.asak
daad-o-tehseen se nawaazne ke liye shukriya qubool farmayen
mukhlis
nasir burney
Search found 15 matches
- Sun Jun 06, 2010 4:52 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: tarhi ghazal
- Replies: 5
- Views: 662
- Sun Jun 06, 2010 4:51 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: tarhi ghazal
- Replies: 5
- Views: 662
Re: tarhi ghazal
mohtarma tahira masood sahiba
daad-o-tehseen se nawaazne ke liye shukriya qubool farmayen
mukhlis
nasir burney
daad-o-tehseen se nawaazne ke liye shukriya qubool farmayen
mukhlis
nasir burney
- Mon May 31, 2010 3:32 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: tarhi ghazal
- Replies: 5
- Views: 662
tarhi ghazal
asslamu alaikum
ameer meenai ke aik misre par apni kaawish rawaana kar raha hoon agar kisi qaabil ho to duaaon se nawaaz deejiyega
misra-e-tarah hai----''ise zair-e-qadam rakhkha use pesh-e-nazar rakhkha''

- Sun May 09, 2010 4:11 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: kabhi kabhi to main bhi hosh mein hota hoon
- Replies: 2
- Views: 256
Re: kabhi kabhi to main bhi hosh mein hota hoon
mohtaram salem bashwaar sb.wa alaikum asslam warahmatullahi wa barakatuhu
bhut 2 shukriya zarra nawaazi ka
mukhlis
nasir burney
bhut 2 shukriya zarra nawaazi ka
mukhlis
nasir burney
- Sat May 08, 2010 12:35 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: تازہ غزل کے ساتھ انورجاویدہاشمی،کراچی
- Replies: 5
- Views: 478
Re: تازہ غزل کے ساتھ انورجاویدہاشمی،کراچی
aik achchi ghazal inaayat karne ke liye daad qubool farmayen
mukhlis
nasir burney
mukhlis
nasir burney
- Sat May 08, 2010 12:23 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: اردو کا ھوتا ھے اب زندہ زبانوں میں شمار
- Replies: 2
- Views: 198
Re: اردو کا ھوتا ھے اب زندہ زبانوں میں شمار
mohtaram barqi sb. asslamualaikum
zood goee mein nahin hai aap ka caanee koee
aour us peh shayeri bhi kis qadar hai pur waqaar
mukhlis
nasir burney
zood goee mein nahin hai aap ka caanee koee
aour us peh shayeri bhi kis qadar hai pur waqaar
mukhlis
nasir burney
- Sat May 08, 2010 12:14 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: نظر سے اُس نے گرایا تو آنکھ بھر آئی
- Replies: 1
- Views: 298
Re: نظر سے اُس نے گرایا تو آنکھ بھر آئی
mohtaram barqi sb. asslamualaikum
kal aik dost ne hangaam-e-shaam aiy barqi
tiraa kalaam sunaayaa to aankh bhar aai
bhut khoob dr. sb.
mukhlis
nasir burney
kal aik dost ne hangaam-e-shaam aiy barqi
tiraa kalaam sunaayaa to aankh bhar aai
bhut khoob dr. sb.
mukhlis
nasir burney
- Sat May 08, 2010 12:02 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Jab talak - Irfan Barabankwi
- Replies: 1
- Views: 266
Re: Jab talak - Irfan Barabankwi
mohtaram irfaan sb. assalamualaikum aik umdah ghazak ke liye mubaarakbaad qubool farmayen sabhi ashaar achche hein lekin ye sher mujhe kuch zyzdah hi achcha laga kese keh den keh mulaaqaat nahin hoti hai haan magar pehli si wo baat nahin hoti hai bhut khoob dheron daad qubool farmayen mukhlis nasir ...
- Sat May 08, 2010 11:50 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: kabhi kabhi to main bhi hosh mein hota hoon
- Replies: 2
- Views: 256
kabhi kabhi to main bhi hosh mein hota hoon
azeezan-e-bazm asslamualaikum aik taazah ghazal pesh kar raha hoon agar kisi layeq ho to duaaon se nawaaz deejiyega ghazal sochta hoon to khoon ke aansoo rota hoon kya pardes mein paata hoon kya khota hoon deir gaye tak chunta rahta a hoon moti jab maan so jati hai tab main sota hoon jashn manaaya ...
- Sat May 08, 2010 11:45 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: تازہ غزل کے ساتھ انورجاویدہاشمی،کراچی
- Replies: 2
- Views: 254
Re: تازہ غزل کے ساتھ انورجاویدہاشمی،کراچی
mohtaram jawed haashmi sb asslamu alaikum
ek sitaara hai kehkashaaon mein--ek sitaare mein kehkashaan aabaad
bhut khoob is muracca ghazal par khaksaar ki daad qubool farmayen
nasir burney
ek sitaara hai kehkashaaon mein--ek sitaare mein kehkashaan aabaad
bhut khoob is muracca ghazal par khaksaar ki daad qubool farmayen
nasir burney
- Sat Apr 11, 2009 4:39 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: is mousam-e-bahaar mein nasir kidhar chale
- Replies: 6
- Views: 509
Re: is mousam-e-bahaar mein nasir kidhar chale
mohtaram shah sahib
wa alaikum asslam wa rahmatullahi wa barakatuhu
bhut 2 shukriya daad-o-tehseen se nawazne ke liye
wa alaikum asslam wa rahmatullahi wa barakatuhu
bhut 2 shukriya daad-o-tehseen se nawazne ke liye
- Sat Apr 11, 2009 4:38 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: is mousam-e-bahaar mein nasir kidhar chale
- Replies: 6
- Views: 509
Re: is mousam-e-bahaar mein nasir kidhar chale
mohtaram sbashwar sahib
wa alaikum asslam wa rahmatullahi wa barakatuhu
bhut 2 shukriya daad-o-tehseen se nawazne ke liye
wa alaikum asslam wa rahmatullahi wa barakatuhu
bhut 2 shukriya daad-o-tehseen se nawazne ke liye
- Thu Apr 09, 2009 10:56 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: غزل :مزاج یاربرھم ھو نہ جائے
- Replies: 1
- Views: 265
Re: غزل :مزاج یاربرھم ھو نہ جائے
mohtaram barqi sb. asslamualaikum
barhi murassa ghazal se nawaza hai aap ne daad-o-tehseen qubool farmaiye ek sher ki shakl mein
barqi tere sher bhi kya hein?
tukrhe tukrhe aaiene hein
برقی تیرے شعر بھی کیا ہیں؟
ٹکڑے ٹکڑے آءینے ہیں

- Thu Apr 09, 2009 10:36 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: is mousam-e-bahaar mein nasir kidhar chale
- Replies: 6
- Views: 509
is mousam-e-bahaar mein nasir kidhar chale
asslamualaikum ek ghazal post ker raha hoon agar kisi layeq ho to duaaon se nawaz deejiyega baad-e-nishaat shahr mein aathon pehar chale aisa na ho saka to kya koshish to ker chale khush rang ho to kese ye tasweer-e-zindagi qismat idhar chale to mera dil udhar chale maqsood dekhnaa tha magar choo ...
- Thu Apr 09, 2009 10:23 am
- Forum: Khushamdeed/Taarruf
- Topic: Khush aamdeed Nasir Burney Saheb
- Replies: 1
- Views: 1695
Re: Khush aamdeed Nasir Burney Saheb
mohtaram salem ahmed bashwar sb. wa alaikum asslam wa rahmatullahi wa barakatuhu umeed hai mizaj-e-giraami bakhair honge salem sb. masal mash'hoor hai k hamesha pyasa kuwen ke paas jata hai aour yahan jitni bhi urdu ki web saiten hein kuwen ka darja rakhti hain aour mujh jesa talib-e-ilm jis ki ...