Search found 52 matches

by Aadil Rasheed
Sun Jul 19, 2009 12:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: is ko woh jaane: ek Ghazal
Replies: 6
Views: 358

aadil rasheed : mubarakbad

mohtram apki ghazal pasand aai badi hi mushkil radif thi magar aapne poori ghazal me behter tarah se nibhai
is zameen me ghazal kehna koi aasan kam nahin
mubarakba qubool farmayen
aur do misrw kya the
inayat farmayen


mera skype no. hai aadil rasheed67
by Aadil Rasheed
Tue Jul 07, 2009 1:45 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: khwab aankhon men paalte rehna
Replies: 3
Views: 104

Re: ghazal: khwab aankhon men paalte rehna

ek sher reh gaya tha hazir karta hoon


tera deedar meri mansha hai
umr bhar mujhko taalte rehna

aadil rasheed
[/size]
by Aadil Rasheed
Tue Jul 07, 2009 1:41 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: khwab aankhon men paalte rehna
Replies: 3
Views: 104

Re: ghazal: khwab aankhon men paalte rehna

sabhi sahiban ko assalam alekum
chand din watan (Tilhar Shahjahanpur) men guzar kar aaj aapki hoslaafzai wasool pai ghazal pasand farmane ka shukriya

aadil rasheed
by Aadil Rasheed
Mon Jun 29, 2009 5:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: khwab aankhon men paalte rehna
Replies: 3
Views: 104

ghazal: khwab aankhon men paalte rehna

ghazal hazir hai
by Aadil Rasheed
Sun Jun 28, 2009 3:15 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: nazm : maansoon
Replies: 0
Views: 67

nazm : maansoon

ek nazm bachchon ke liye
by Aadil Rasheed
Sun Jun 28, 2009 6:38 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AZM BEHZAD KI AIK GHAZAL By: S Anwer J Hashmi
Replies: 4
Views: 106

Re: AZM BEHZAD KI AIK GHAZAL By: S Anwer J Hashmi

mubarak bad khoobsoorat ghazal kahi hai aapne au phir is men taajub kaisa aap to kehte hi achch hain
aadil rasheed
9811818516,9810004373
aadilrasheed67@gmail.com
by Aadil Rasheed
Sun Jun 28, 2009 6:22 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: patthar jade hain
Replies: 6
Views: 147

muneer bhai kehawale se ek ittilaa

mohtram assalam alekum umeed hai mizaj naghma bar honge aapke hukm ki tameel me aapke email par chand ghazlen irsal kar deen hai n inpage men apko jan kar khushi hogi ke ham bhi ek risala mustanad ke nam se nikal rahe hain aap se darkhwast hai ke aap apne ahbab tak hamare risale ki khabar pahunchad...
by Aadil Rasheed
Thu Jun 25, 2009 6:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: patthar jade hain
Replies: 6
Views: 147

Re: ghazal: patthar jade hain

shukriya
by Aadil Rasheed
Sun Jun 21, 2009 1:59 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ek sher : urdu adab aur hum
Replies: 0
Views: 61

ek sher : urdu adab aur hum

kaho to nam ungli par gina doon
adab ki jo ke khidmat kar rahen hain


aadil rasheed
india aadilrasheed67@gmail.com
by Aadil Rasheed
Sun Jun 21, 2009 1:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: GHAZAL...UBAIDUR RAHMAN UBAID KI
Replies: 6
Views: 257

Re: GHAZAL...UBAIDUR RAHMAN UBAID KI

assalam ale kum
baqai khoob ghazal hai ye ubaid sb india dehli wale hi hain jo zakir nagar me rehte hain ya koi aur
aadil rasheed
by Aadil Rasheed
Sun Jun 21, 2009 1:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: alamia :do sher
Replies: 5
Views: 169

Re: alamia :do sher

muneer arman saheb aadab

magar ab ziyada tar shiban mushaire ki shairi ko hi adab samajhta
khalis adabi ko mushaire me nahi bulate
aap aapna e mail zaroor den aap kahan se hai kya karte hain ye janna chahta hun

dua talab
by Aadil Rasheed
Sun Jun 21, 2009 1:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: alamia :do sher
Replies: 5
Views: 169

Re: alamia :do sher

munir saheb aapne talibe dua kyun likha aapki dua ki zaroora to mujhe hai kyunki mai aapse chhota hun aapka sher bilkul usi khayal ki akkasi karta hai jo aapne upar likhin hain yahi urdu ki dastane ghum hai mera ek sher hai kaho to nam ungli par gina doon adab ki jo ke khidmat kar rahe hai ummeed ha...
by Aadil Rasheed
Sun Jun 21, 2009 1:37 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal: patthar jade hain
Replies: 6
Views: 147

Re: ghazal: patthar jade hain

[b]shukriya ghaza pasand farmane ke liye
han waqai hain ki jagh hai wahid type ho gaya
magar aap jaise log samajh jaate hain ke ye ghalti type ki hai na ke shair ki


mamnoon hoon ke aapne nishan dahi ki
aadil rasheed
[/
b]
by Aadil Rasheed
Sat Jun 20, 2009 5:32 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: barg-e awara :
Replies: 0
Views: 61

barg-e awara :

main duniyan ke har ik bachche se yun bhi pyar karta hoon ke bachcha saanp ka bhi ho to zahreela nahin hota muhabbat ke samandar men qadam ye soch ke rakhna badan thak jaye to ismen koi teela nahin hota din bhar ki thakan odh ke jab bachchon men pahunchu aati hai pasine se bhi loban ki khushboo hai...
by Aadil Rasheed
Sat Jun 20, 2009 5:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: alamia :do sher
Replies: 5
Views: 169

alamia :do sher

Shukriya