Search found 26 matches

by manzar alam
Thu Feb 04, 2010 7:04 am
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 47689

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

الہی جلوہ فرما کون ہے یاں روز و شب ایسا
مہ و خورشید جو بن کر تماشمائی سے پھرتے ہیں
[/b]
by manzar alam
Wed Feb 03, 2010 12:42 pm
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 47689

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

aye zafar chaahiye insaaN ko kahe aisi baat
keh buraa bhi nah kahe koi gar achchha nah kahe
by manzar alam
Mon Feb 01, 2010 1:57 pm
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 47689

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

aakkh bhar kar ek din dekha na roo-e-saaaf yaar
maiN wo muflis hooN nahiN jisko mayassar aayeenah
by manzar alam
Sun Jan 31, 2010 6:13 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#11--"ISHQ "
Replies: 111
Views: 22570

Re: Lafz par Ashaar#11--"ISHQ "

maktab-e-ishq meN jo haiN wo falaatooN Hikmat
koi shaagird kisi ka nahiN ustaad haiN sab
=============================================
مکتب عشق میں جو ہیں وہ فلاطوں حکمت
کوئ شاگرد کسی کا نہیں استاد ہیں سب
[/color]
by manzar alam
Sun Jan 31, 2010 6:03 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
Replies: 34
Views: 11665

Re: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO

phool ki patti se cut sakta hai heere ka jigar mard-e-naadaaN par kalaam-e-narm o naazuk be asar Waah Waah Manzar Alam Saheb.. kya khoob sher hai. Shukriya. Magar Bhai jaan.. hum yahan "Khushboo" kii baat kar rahe hain....... kya hee achcha ho agar aap "Khushboo" lafz pe dher saare ashaar share ...
by manzar alam
Sun Jan 31, 2010 3:41 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#11--"ISHQ "
Replies: 111
Views: 22570

Re: Lafz par Ashaar#11--"ISHQ "

Ishq kee har Ada Niraalee Hai Laat Ghunsa hai, Maar Gaali Hai Hai na??! waah janaab kya bat hai likhte waqt mera zehn us taraf bilkul hi nahiN gaya tha, aap ne kaha tou mere hoNtoN par bhi muskurahat aagayi bahut bahut shukriya,,,,,,,,,,,,, vaise aap ne bhi kya baat kahi hai bhai waah........ isi ...
by manzar alam
Sun Jan 31, 2010 2:37 pm
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par Ashaar#11--"ISHQ "
Replies: 111
Views: 22570

Re: Lafz par Ashaar#11--"ISHQ "

asar-e-ishq hai peeri meN bhi itna baaqi
dekh leti hai HaseenoN ki Taraf door se aaNkh
by manzar alam
Sun Jan 31, 2010 7:31 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...
Replies: 110
Views: 35440

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

pii ke jab shukr ka sajdah kiya maiKHane meN
be Talab aa gayee mae phir mere paimaane meN
by manzar alam
Sun Jan 31, 2010 7:14 am
Forum: Anjuman
Topic: CHE Se Sher
Replies: 9
Views: 3374

Re: CHE Se Sher

chupke chupke raat din aaNsu bahaana yaad hai
ham ko ab tak aashiqi ka wo zamaanah yaad hai
by manzar alam
Sun Jan 31, 2010 7:11 am
Forum: Anjuman
Topic: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO
Replies: 34
Views: 11665

Re: Lafz par ashar#21--KHUSHBOO

phool ki patti se cut sakta hai heere ka jigar
mard-e-naadaaN par kalaam-e-narm o naazuk be asar
by manzar alam
Sat Jan 30, 2010 7:32 pm
Forum: Anjuman
Topic: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN
Replies: 178
Views: 47689

Re: Alif se shuroo hone waale ashaar yahaN post kareiN

اس شہر خرابی میں غم عشق کے مارے
زندہ ہیں ،یہی بات بڑی بات ہے پیارے