Search found 10 matches
- Sun Nov 14, 2010 10:02 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
- Replies: 7
- Views: 498
Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
Bhool Janey Say Bhi Thak Jao Gay Kia, Yaad Aanay Say Bhi Thak Jao Gay Kia ! Gahey Gahey Tum Khayal-o-Khaab Mein, Aanay Janay Say Bhi Thak Jao Gay Kia ! In Labon Ki Nazuki Apni Jaga, Muskuranay Say Bhi Thak Jao Gay Kia ! Chahtay Rehna Bohat Dushwaar Hai, Chahay Janay Say Bhi Thak Jao Gay Kia ...
- Sat Nov 13, 2010 12:13 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
- Replies: 7
- Views: 498
Re: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
Agar Dil Bhar Gaya Hai Dosti Say, Churalo Apna Haath Aahistagi Say ! Faqat Ik Neend Main So Ker Utha Hun, Dar-o-Deewar Hain Kyun Agnabi Say ! Mujhay Tum Apni Mehfil Say Uthado, Ulajhta Hun Yahan Main Her Kisi Say ! Karun Kia Tazkira Mehroomion' Ka, Bohat Hai Jo Mila Hai Zindagi Say ! Mubarak Ho ...
- Sat Nov 13, 2010 12:07 pm
- Forum: Mazahiyah kalaam
- Topic: Shukr Hai Roz Nahanay Ka Mujhay Shoq Nahin !!
- Replies: 4
- Views: 2287
Shukr Hai Roz Nahanay Ka Mujhay Shoq Nahin !!
Soey Fitnay Ko Jaganay Ka Mujhay Shoq Nahin, Raat Ko Dair Say Aanay K Mujhay Shoq Nahin ! Sar Jhuka'ay Huay Baitha Hun Main Begum K Huzoor, Khamakhan' Rob Jamanay Ka Mujhay Shoq Nahin ! Meri Awaz, Meri Shakl Hi Kuch Aaisi Hai, Warna Bach'chon ko Daranay Ka Mujhay Shoq Nahin ! Rok Sakta Hun Burai Ko ...
- Sat Nov 13, 2010 12:03 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
- Replies: 7
- Views: 498
Re: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
Ik Guzartay Huay Lamhay Ki Tarah, Hum Bhi Hotay Hain Na Honay Ki Tarah ! Apnay Ashkon Ko Chupa Rakkha Hai, Ghar Say Bhagay Huay Bach'chay Ki Tarah ! Umr Bhar Meray Ta'aqqub Mein Raheen, Teri Yaadain Mirey Saey Ki Tarah! Aik Lamhay Mein Badal Jati Hai, Meri Qismat Tirey Lehjay Ki Tarah ! Uski Aadat ...
- Sat Nov 13, 2010 12:01 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
- Replies: 7
- Views: 498
Re: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
Waqt Sab Say Bara Fusoon'-gar Tha, Mur K Dekha To Shehr Patthar Tha ! Kuch Na Man'ga Kabhi Muqaddar Say, Ye Bhi Shayad Mira Muqaddar Tha ! Dhoop Ki Kaj-adaiyyan' Mat Pooch, Mera Saya Mirey Brabar Tha ! Tu Nay Kyun Mujh Ko Pyaar Say Dekha, Main Tiri Be-rukhi Ka Khugar Tha ! Saaniha Teri Be-wafai Ka ...
- Tue Nov 09, 2010 7:07 pm
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
- Replies: 7
- Views: 498
Re: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
Toota To Ye Khula Hai K Ik Aainaa Tha Main, Kia Soch Ker Chataan Ki Soorat Khara Tha Main ! Deewar-e-Zeest Per Kisi Tasveer Ki Tarha, Her Ahd-e-Khamshi Mein Sajaya Gaya Tha Main ! Yunhi Nahin Hai Dasht-Nawardi Ka Silsila, Bachpan Mein Nangay Pau'n Bohat Bhagta Tha Main ! Aankhon Mein Aa-gaeen Theen ...
- Tue Nov 09, 2010 9:31 am
- Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
- Topic: Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
- Replies: 7
- Views: 498
Kalam-e- Azim Rahi !!!!!!!
EID KI PESHGI MUBARAK BAAD !! (NAZM) In Tarraqtay Naheef Kaan'dhon Per, Apnay Kumbay Ka Bojh Dhota Hun, Aur Jab Dil Ka Bojh Barhta Hai, Biwi, Bach'chon' Say Chup K Rota Hun, Zabt-e-Gham Ki Nahin Koi Me'aad, Eid Ki Peshgi Mubarak Baad ! Bujhti Aankhain, Suta Hua Chehra, Yehi Anjaam-e-Sakht Koshi Hai ...
- Sun Nov 07, 2010 10:34 am
- Forum: Mazahiyah kalaam
- Topic: Aql Bari K Bhains ?
- Replies: 2
- Views: 1079
Aql Bari K Bhains ?
Aql Say Bhains Bari Hoti Hai
Kitni Khamoosh Khari Hoti Hai !
Kehna Parta Hai Gadhay Ko Daddy,
Aik Aaisee Bhi Ghari Hoti Hai !
Azim Rahi
Kitni Khamoosh Khari Hoti Hai !
Kehna Parta Hai Gadhay Ko Daddy,
Aik Aaisee Bhi Ghari Hoti Hai !
Azim Rahi
- Sat Nov 06, 2010 3:47 pm
- Forum: Khushamdeed/Taarruf
- Topic: Tum Ne Kantay Jahan Bichaey Thay !
- Replies: 2
- Views: 1598
Re: Tum Ne Kantay Jahan Bichaey Thay !
Pak-o-Hind Mushaeray Main Azim Rahi Ka Mizahia Kalaam !!
Click The Link Below to Watch
http://www.youtube.com/watch?v=0ZiaatjF ... re=related
Click The Link Below to Watch
http://www.youtube.com/watch?v=0ZiaatjF ... re=related
- Sat Nov 06, 2010 3:37 pm
- Forum: Khushamdeed/Taarruf
- Topic: Tum Ne Kantay Jahan Bichaey Thay !
- Replies: 2
- Views: 1598
Tum Ne Kantay Jahan Bichaey Thay !
Bazm-e-Shair-o-Sukhan Mein Aay Rahi,
Kaun Hai Tera Rooshanaas, Na Aa !
Azim Rahi
Kaun Hai Tera Rooshanaas, Na Aa !
Azim Rahi