Search found 35 matches

by Dawood_Rizwan
Tue Apr 12, 2005 4:09 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91012

aik sher

aziz itna hi rakhoo ka ji behl jay
ab is qadar bhi na chahoo ka dam nikal jay
by Dawood_Rizwan
Tue Apr 12, 2005 3:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: dastk say khali rat ( aik taza treen nazm )
Replies: 4
Views: 400

dastk say khali rat ( aik taza treen nazm )

aziz doostoo aik bilkul taza nazm kay sath hazir hooN. is bar aik maqsad bhi is nazm koo post karnay ka hay. aap main say aksar doost muj say azad nazm kay baray main sawal kartay hain. jis kay baray main mukhtalif mawaqaay par izhar bhi kar chuka hoon. alawa azeeN aik forum par is baray main chand ...
by Dawood_Rizwan
Mon Apr 11, 2005 4:45 pm
Forum: Anjuman
Topic: Shair ka jawab shair main dejeye
Replies: 637
Views: 91012

sher




ham tujhay bhool kay khush baThay haiN
ham sa bay dard koee kia hoo ga
by Dawood_Rizwan
Wed Apr 06, 2005 5:46 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 6
Views: 524

aoa

janab a webmaster, myhtrama naheed sahiba aur anis hasan g ghazal pasand karnay ka buhat buhat shukria
rizwan
by Dawood_Rizwan
Mon Apr 04, 2005 5:45 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Jab kabhi DhoNDhne nikle the khushi ka chehrah
Replies: 16
Views: 1390

aoa

raji aap ka ya doo ghazla acha laga. khas toor par doosri ghazal ziafa pukhta aur behtar hay. dad qabool farmain. doo aik batain 1 pehlay hissay main teesra sher kitna wazih ki bajay kitni wazih hoo ga. 2 doosri ghazal main mujay say khushi ki bajay muj koo khushi hoo ga. aap kooshish kar kay doonoo...
by Dawood_Rizwan
Mon Apr 04, 2005 5:11 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 6
Views: 524

aik ghazal

aoa
doosto aik ghazal kay sath hazir hoon
rizwan
by Dawood_Rizwan
Wed Mar 16, 2005 6:38 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis
Replies: 6
Views: 389

Re: Bahut khoob waah waah

MuHtarami o Azeezi DAWOOD-RIZWAN Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Sab se pahle maiN aapka behad shukrguzaar hooN ke aap ne apni hii is site kii forum se munqatiA houne ke khayaal ko multavi kardiyaa. Yehi nahiN balkeh apne khuloos-e-dil kaa izhaar karte houe aek bahut hii dilkash nazm "naye ta'al...
by Dawood_Rizwan
Wed Mar 16, 2005 6:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis
Replies: 6
Views: 389

Re: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis

Rizwan ji, ye maiN kyaa sun rahi hooN? aap kahaaN jaane kee teyaari pakaR rahe thay? aap kee ye nazm paRhee aur paRh kar dil khush ho geyaa, ba'z auqaat hum apne dil kee baat jab kisi aur kee zubaani sunte haiN tau qadre hairaangee hoti hai. aap kee ye nazm mujhe buhat pasaNd aayee hai, iss khobsoo...
by Dawood_Rizwan
Tue Mar 15, 2005 5:49 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis
Replies: 6
Views: 389

aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis

doostoo joo sabad adm sahib nay bataya hay mayray forum chooRnay ka sabad woo nahi tha.
aik nazm kay sath janay ka irada multavi kar kay hazir hoon
rizwan
by Dawood_Rizwan
Mon Mar 14, 2005 5:47 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AOA
Replies: 1
Views: 183

AOA

doostoo
main baRay khlooS kay sath aap kay is forum main aaya tha aur intahaee boojhal dil kay sath yahan say rukhsat hoo raha hoon.
mayray janay ki waja kuch doostoon koo maloom hoo gi aur baqi koo bata kar un ka dil nahi dukhana chahta.
khush rahian
rizwan
by Dawood_Rizwan
Thu Mar 03, 2005 5:08 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 5
Views: 531

Mahtab Qadr wrote: besukooN raat bhar raha hoN maiN (ye shab e mah kaun hai :))
g Mahtab Qadr sahib is misray ki aik soorat ya bhi thi

chandni rat aru tanhaee

lakin is misray nay lutf nahi dia too moojooda tarteeb kar di. aap kay khiyal main ka koee farq banta hay ???/
rizwan
by Dawood_Rizwan
Wed Mar 02, 2005 6:00 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik ghazal
Replies: 5
Views: 531

aik ghazal

doosto main ghazal buhat kam likhta hoon. ziyada tar tawajoo nazm ki traf hay. albatta kabhi kabhi ghazal bhi warid hoo jati hay. is ghazal par aap ki aa,ra ka intizar rahay ga.
riwan
by Dawood_Rizwan
Wed Feb 23, 2005 6:17 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm
Replies: 3
Views: 323

! wow! very beautifully written. poori nazm bohat pasand aayi Baadshah-e-nazm sara sara g nazam pasand kanay ka shukriya. lakin is qadar bhi mat chaRhay. aray nazm ki badshahi aur main. aik faqeer admi hoo aur isi main khus hoon. mujay too agar sher a nazm ki darbani mil jay too mayray lay is say b...
by Dawood_Rizwan
Tue Feb 22, 2005 5:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aik nazm
Replies: 3
Views: 323

aik nazm

doosto aik nazm kay sath hazir hoon. aap ki aara ka intizar rahay ga
rizwan
by Dawood_Rizwan
Tue Feb 15, 2005 6:19 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: tanhaee main aik mukalim
Replies: 4
Views: 298

Re: tanhaee main aik mukalim

aik nazm paish hay. aap ki ra,ay ka intizar rahay ga. Rizwan ji, waah, buhat hi khoob aur buhat hi umdah! aap ne aik ch`oTi si soch ko buhat hi pukhtagee se nazm kiyaa hai aur yahi aap ki shaa'iree kaa khaaSa rahaa hai. bilaa.shuba nazm ke maidan ke aap maahir kh`ilaaRi heiN. aaj kal lagtaa hai aap...