Search found 40 matches

by Anis Hasan
Mon Mar 21, 2005 7:57 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 812

Re: AIK GHAZAL

Apni aik ghazal aap sub ahbaab ki khidmat mein paish kar raha houn parh kar apni aa'ra say zaroor nawaziyay ga. YEHI AHWAAL RAKHNAY HAIN ISI HAALAT MEIN REHNA HAI YEH HUM NAY TAY KIYA HAI AB YOUNHI WEHSHAT MEIN REHNA HAI KOYEE MAUSAM KOYEE RUT HO TUMHARAY QURB KI HUM KO KABHI KHAWAHISH MEIN REHNA H...
by Anis Hasan
Sun Mar 20, 2005 8:16 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 812

Re: AIK GHAZAL

Apni aik ghazal aap sub ahbaab ki khidmat mein paish kar raha houn parh kar apni aa'ra say zaroor nawaziyay ga. YEHI AHWAAL RAKHNAY HAIN ISI HAALAT MEIN REHNA HAI YEH HUM NAY TAY KIYA HAI AB YOUNHI WEHSHAT MEIN REHNA HAI KOYEE MAUSAM KOYEE RUT HO TUMHARAY QURB KI HUM KO KABHI KHAWAHISH MEIN REHNA H...
by Anis Hasan
Fri Mar 18, 2005 9:14 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 812

Re: Bahut khoob

MuHtarami Anis Hasan Saahib Purkhuloos Tasleemaat, Aapki ghazal bahut pasand aayi. Saare ashAar meiN mazmoon aafreeni hei aur majmooAi taur per paRhne waalaoN ke liye aek paigham bhii hei. Khaksaar kii daad aur mubarakbaad haazir hei. Aapka Mukhlis, Nazir. Mohtaram Nazir saheb, Aap ki purkhuloos da...
by Anis Hasan
Wed Mar 16, 2005 8:42 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 812

AIK GHAZAL

Apni aik ghazal aap sub ahbaab ki khidmat mein paish kar raha houn parh kar apni aa'ra say zaroor nawaziyay ga. YEHI AHWAAL RAKHNAY HAIN ISI HAALAT MEIN REHNA HAI YEH HUM NAY TAY KIYA HAI AB YOUNHI WEHSHAT MEIN REHNA HAI KOYEE MAUSAM KOYEE RUT HO TUMHARAY QURB KI HUM KO KABHI KHAWAHISH MEIN REHNA HA...
by Anis Hasan
Wed Mar 16, 2005 8:20 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis
Replies: 6
Views: 393

Re: aap ka hukm sar aaNkhooN par aik nazm kay sath waipis

doostoo joo sabad adm sahib nay bataya hay mayray forum chooRnay ka sabad woo nahi tha. aik nazm kay sath janay ka irada multavi kar kay hazir hoon rizwan Mohtaram Dawood" sahib aap ki nazm buhat pasand aayee. Aap nay buhat khubusurti say apnay khayalat ko nazm kiya hai. Saath hi aap ko apnay ...
by Anis Hasan
Mon Mar 07, 2005 9:05 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri tarhee Ghazal..Idhar kyaa nigaah-e-muHabbat nah hogi..
Replies: 15
Views: 1810

Re: Meri tarhee Ghazal..Idhar kyaa nigaah-e-muHabbat nah hog

Mohtarm Abdullah Nazir Sahab: Tasleemat T,AAmil.e irshad meN ek ghazal ke kuch she'r irsal kar raha hooN. Ummid hai hausa afzaii farmayenge. Apka Mukhlis, Jawaid Badauni Muscat Oman idhar kyaa nigaah-e-muHabbat nah hougi Idhar kya nagaah-e Mohabbat nah hogi Mire lub pe phir bhi shikayat nah hogi Na...
by Anis Hasan
Sat Mar 05, 2005 10:16 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Ghazal..Guzarish #3
Replies: 14
Views: 1325

Mohtarma Nigah diyay gayay misray par buhat achi tarhee ghazal likhi hai aap nay saada aur dilkash bharpoor daad qabool kijiyay.
by Anis Hasan
Wed Mar 02, 2005 8:24 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: BHULA BHI NA SAKII
Replies: 3
Views: 325

Re: BHULA BHI NA SAKII

najma wrote::-)
AZIZ SATHIYO!

EK GHAZAL K SAATH BAZM MEIN HAAZIR HOON

ARZ KIYA HAY
Buhat achi aur khubsurat ghazal likhi hai aap nay Mohtarma "Najma" bharpoor daad qabool kijiyay.
by Anis Hasan
Thu Feb 24, 2005 8:11 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2
Replies: 9
Views: 911

Re: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2

DAALA HAI TASHNAGI NAY YEH KAISAY AZAAB MEIN DARYA TALASH KARTAY HAIN HUM HAR SARAB MEIN AB DAIKHNA HAI HOTI HAI KAB MEHR'BAN WOH AANKH REHNA HAI AUR KITNAY DINON TAK ITAAB MEIN DARTAY HAIN NEEND AAYAY TU KHO JAYAY NA KAHEEN PAAYA HAI JIS KO JAAGTI AANKHON KAY KHAWAB MEIN YEH ISHQ KI HAI AAG JALA D...
by Anis Hasan
Thu Feb 24, 2005 8:05 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AAP BHI MUJH PE TOHMAT LAGANE LAGE!
Replies: 12
Views: 944

Mohtarma "Shumaila" aap ki ghazal buhat pasand aayee. Buhat hi saada aur dilkash andaz-e-bayan hai saray hi ashaar buhat umdah hain magar mujhay zaati taur par shair no.4 & 5 ziyada pasand aayay.
by Anis Hasan
Mon Feb 21, 2005 8:06 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: Nehr-e-Feraat Khud kia kehti hai !!
Replies: 6
Views: 464

Mohtarma "Nigaah",
Aap ki yeh nazm buhat pur asar aur dil ko chu lainay wali hai. Is ki har satar say Ahl-e-bait say aap ki muhabta chalak rahi hai Allah aap ki taufeeqat mein izaafa karay.
by Anis Hasan
Sun Feb 13, 2005 9:10 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: ghazal
Replies: 10
Views: 1041

Buhat hi khubsurat ghazal likhi hai aap nay Mohtarma"NAHEED" nisai ehsaas ki bharpoor akkasi karti hui. Buhat daad qabool kijiyay.
by Anis Hasan
Sun Feb 13, 2005 8:55 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2
Replies: 9
Views: 911

Re: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2

DAALA HAI TASHNAGI NAY YEH KAISAY AZAAB MEIN DARYA TALASH KARTAY HAIN HUM HAR SARAB MEIN --Wahhhhhhhh behad umda MATLA!!! :shock: YEH ISHQ KI HAI AAG JALA DAY GI JISM-O-JAAN "DIL KIS SHUMAR MEIN HAI JIGAR KIS HISAAB MEIN --giraah bhi khoob hai! LOGON KAY DIL KA HAAL KHULAY KIS TARAH YAHAN CHEH...
by Anis Hasan
Sun Feb 13, 2005 8:19 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2
Replies: 9
Views: 911

Re: Bahut khoob Waah waah

MuHtarami ANIS HASAN Saahib Aapki TaraHi ghazal baasirah navaaz houi aur bahut pasand aayi. 1) DAALA HAI TASHNAGI NAY YEH KAISAY AZAAB MEIN DARYA TALASH KARTAY HAIN HUM HAR SARAB MEIN 1) MaTlA bahut achcha hei. 2) AB DAIKHNA HAI HOTI HAI KAB MEHR'BAN WOH AANKH REHNA HAI AUR KITNAY DINON TAK ATAAB M...
by Anis Hasan
Sun Feb 13, 2005 7:31 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2
Replies: 9
Views: 911

najma wrote:bohat khoob anis hasan sahiob
3rd sher to bohat hii pasand aya.
khoobsoorat kalam par daad hazir hay
:)
Buhat Shukriya Mohtarma "Najma" Sahiba.