Search found 40 matches

by Anis Hasan
Sun Feb 13, 2005 7:30 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2
Replies: 9
Views: 911

najma wrote:bohat khoob anis hasan sahiob
3rd sher to bohat hii pasand aya.
khoobsoorat kalam par daad hazir hay
:)
Buhat Shukriya Mohtarma "Najma" Sahiba.
by Anis Hasan
Sat Feb 12, 2005 8:01 pm
Forum: Moshaairah
Topic: TARAHI GHAZAL....GUZ.#2
Replies: 9
Views: 911

TARAHI GHAZAL....GUZ.#2

Diyay gayay misra-e-tarah par main nay bhi apni si koshish ki hai jo haazir hai. Apni qeemti aara zaroor dijiyay ga. DAALA HAI TASHNAGI NAY YEH KAISAY AZAAB MEIN DARYA TALASH KARTAY HAIN HUM HAR SARAB MEIN AB DAIKHNA HAI HOTI HAI KAB MEHR'BAN WOH AANKH REHNA HAI AUR KITNAY DINON TAK ITAAB MEIN DARTA...
by Anis Hasan
Sat Feb 12, 2005 7:50 pm
Forum: Moshaairah
Topic: Meri tarhee Ghazal...Jigar kis hisaab meN.....
Replies: 10
Views: 1150

Jawaid bhai aap ki is ghazal ki taareef pehlay bhi kar chuka houn aik baar phir buhat si daad hazir hai.
by Anis Hasan
Tue Feb 08, 2005 9:15 am
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: raah veraan kis liye hey aaj
Replies: 12
Views: 972

Buhat achi ghazal likhi hai aap nay "Fatimah" saadgi aur khubsurti ka acha namoona daad qabool kijiyay.
by Anis Hasan
Mon Feb 07, 2005 8:11 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: EK GHAZAL
Replies: 18
Views: 2855

Mohtarma "Najma" saahiba buhat khubsurat ghazal likhi hai aap nay buhat ssari daad qabool kijiyay. Saaray hi ashaar pasand aayay laikin pehla shair apni khas kaifiat ki wajah say dil ko chy gaya.
by Anis Hasan
Mon Feb 07, 2005 7:55 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 835

Re: AIK GHAZAL

Adaab Anis hasan sahab...sab se pehle to KHUSHAAMADEED is mehfil mein..pehli dafaa aap ka koi kalaam paRh rahi hoon aur saaf zaahir hota hai ke aap kaafi pukhtaa likhaari hain...aap ka kalaam bahut pasand aaya..quoted ash'aar bahut achche lage..daad haazir hai..aate rahiyega ...aur bhi apne kalaam ...
by Anis Hasan
Mon Feb 07, 2005 7:52 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 835

Re: AIK GHAZAL

naheedv wrote:
janaab Anis saahab,

aap ki ghazal paRh kar dil khush huvaa.
buhat pukhta kalaam hai mashaa'Allah aap kaa aur iss mehfil mein aik achaa izaafah bhee.
meree taraf se daad qubool kijiye.

shukriya
Naheed
Mohtarma "Naheed" saahiba aap ki daad par behud mamnoon houn.
by Anis Hasan
Mon Feb 07, 2005 7:48 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 835

Re: Bahut khoob Waah Waah

MuHtaram Anis Hasan Saahib Purkhuloos Tasleemaat, :) Aap ne apni hii is meHfil meiN tashreef laakar hameN behad mamnoon farmaayaa hei aur saath hii saath aik bahut dhii ikash se hamaaraa dil bhii jeet liyaa hei. Aapki ghazal ke saare ashAar bahut hii khoobsoorat mazaameen ke saath baasirah navaaz h...
by Anis Hasan
Mon Feb 07, 2005 7:43 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 835

Re: AIK GHAZAL

najma wrote:


janab anis hasan sahib
aapki ghazal biohat hi pasand aaee,so bohat hii daad bhi hazir hay.acha kalam parh k tabi,at khush ho jatii hay.
:)
Mohtarma "Najma" sahiba ghazal ki pasandeedgi ka behud shukriya.
by Anis Hasan
Sun Feb 06, 2005 9:29 pm
Forum: Kalaam-e-Sukhanwar
Topic: AIK GHAZAL
Replies: 8
Views: 835

AIK GHAZAL

Is forum par main pehli baar hazir ho raha houn aur apni aik ghazal paish karnay ki jasarat kar raha houn apni aara zaroor dijiyay ga. AJEEB CHAO'N HAI JO SAIBA'N SAY BAHAR HAI KEH MERA GHAR ABHI MERAY MAKA'N SAY BAHAR HAI HAIN JITNAY RANG KAHANI MEIN SUB MUJHI SAY HAIN MERA HI NAAM MAGAR DASTA'N SA...