SAWALIYAH ASH,AAR========

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
hassan_bashir
-
-
Posts: 436
Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
Location: Kuwait
Contact:

Post by hassan_bashir »

vo gul_farosh kahaaN ab? gulaab kis se luuN?
nahiiN rahaa meraa saaqii sharaab kis se luuN?!
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

???

Post by Abdullah Nazir »




ik umr ikhtilaaf-e-nazar meiN guzar gayi

wo kaunsi ghaRi thee ke jab ham baham houe???


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

nah tuu hoosh se taaruf nah janoon se aashanai
yeh kahan pahunch gaiye hum teri bazam se nikal key
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

???

Post by Abdullah Nazir »




PaauN naakaarah houe aankhaoN ki beenayi gayi

ab kahaaN DhooDooN tumheN lo dasht paimaayi gayi.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

kyaa kah ga_ii kisii kii nazar kuchh na puuchhiye
kyaa kuchh huaa hai dil pe asar kuchh na puuchhiye
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

???

Post by Abdullah Nazir »




kyaa kyaa nah yaad-yaar mein dil muZTarib rahaa

kisTarH se kaTee shab-e-hijraaN nah poochiye.


magar /kee

Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

sawaliyah she'er

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

tera Gham hai ya meree ruswaee
meree aaNkhoN meN terta kiya hai?

shae'er miz^affar aHmad mz^affar
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

is diid kii sa_aat me.n ka_ii rang hai.n larazaa.N
mai.n huu.N ke ko_ii aur hai duniyaa hai ke tum ho
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

dekhna yeh hai tez barish meN
aag kese laga geya koee.

shae'er Muzaffar.
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

???

Post by Abdullah Nazir »




be-niyaazi tiri fiTrat meiN hei lekin zaalim

itnaa anjaan hei kiyuN bahr-e-khudaa khul mujh se


Shaayer: Abdullah Nazir


Nazir.

Last edited by Abdullah Nazir on Sun Jul 02, 2006 6:44 pm, edited 1 time in total.
Image
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

naheeN ma'loom ab is khuwab kee ta'beer kiya ho?

maiN narGhe meN hooN aor jalta huwa ghar samne hai.

iftekhaar Arif
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

???

Post by Abdullah Nazir »




Nikle talaash-e-yaar meiN aur kalAdam houe

kyaa kyaa nah raah-e-shauq meiN ham per sitam houe.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
hassan_bashir
-
-
Posts: 436
Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
Location: Kuwait
Contact:

Post by hassan_bashir »

ab kyuuN na ziNdagi pe muhabbat ko vaar deiN?!
is aashiqii meiN jaan se jaana bahut hua!!
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

aaj kiya Haal hai? ya rab sar-e-meHfil mera
keh nikale liye jata hai koi dil mera.

jigar
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

???

Post by Abdullah Nazir »




shamA kiyuN shoAla-e-jaaNkaah se ghabraati hei

MaiN isi aag meiN jal jal ke tou parwaanah banaa


Shaayer: Abdullah Nazir


Nazir.

Image
Post Reply