:: aek qita' ::

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

:: aek qita' ::

Post by Star Mind »

Yaaran-e-anjuman, aadaab !

aaj aap ki Khidmat meiN aek qita' ke saath Haazir hooN , ummeed hai k HauSla-afzaa'ii farmaayeNge ! :) shukriya


shehr veeraaN hai kyaa kiyaa jaaye ?
qaHt-e-insaaN hai kyaa kiyaa jaaye?

in dinoN zindah rehna mushkil hai !!
Khoon arzaaN hai, kyaa kiyaa jaaye ??

Zia Baloch
Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki

Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne

Zia Baloch
Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

Re: :: aek qita' ::

Post by Star Mind »

sara_j wrote:
Star Mind wrote:Yaaran-e-anjuman, aadaab !

aaj aap ki Khidmat meiN aek qita' ke saath Haazir hooN , ummeed hai k HauSla-afzaa'ii farmaayeNge ! :) shukriya


shehr veeraaN hai kyaa kiyaa jaaye ?
qaHt-e-insaaN hai kyaa kiyaa jaaye?

in dinoN zindah rehna mushkil hai !!
Khoon arzaaN hai, kyaa kiyaa jaaye ??

Zia Baloch
:-) :-) :-)

bohat khoob! ye muskurahat is qitae daad hai

qubool keejiye.
saara aapa, nehaayat mamnoon hooN :)

Zia Baloch
Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki

Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne

Zia Baloch
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

moHtaram Z^iya SaHib aadaab!

aap ka yeh qat^a'h dekh~a. kiya kehne meree dad aor mubarak baad qubool kijiye!


shehr veeraaN hai kyaa kiyaa jaaye ?
qaHt-e-insaaN hai kyaa kiyaa jaaye?

in dinoN zindah rehna mushkil hai !!
Khoon arzaaN hai, kyaa kiyaa jaaye ??

Wassalam
Muz^affar
User avatar
haamidbaaqri
-
-
Posts: 567
Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
Location: bangalore, india 00-91-9341253797
Contact:

Re: :: aek qita' ::

Post by haamidbaaqri »

Star Mind wrote:Yaaran-e-anjuman, aadaab !

aaj aap ki Khidmat meiN aek qita' ke saath Haazir hooN , ummeed hai k HauSla-afzaa'ii farmaayeNge ! :) shukriya


shehr veeraaN hai kyaa kiyaa jaaye ?
qaHt-e-insaaN hai kyaa kiyaa jaaye?

in dinoN zindah rehna mushkil hai !!
Khoon arzaaN hai, kyaa kiyaa jaaye ??

Zia Baloch
:salaam2:
zia bhai

bahut khoob ..............jazakallah :rose :rose :rose

daad qubool farmaayeN.

mukhlis
haamidbaaqri
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
Post Reply