Meri Zindegi kay haseen pal

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

Post Reply
Sohail Malik
-
-
Posts: 124
Joined: Sun Apr 08, 2007 11:51 am

Meri Zindegi kay haseen pal

Post by Sohail Malik »

Dosto assalam o alaekum!

aaj aap ki khidmet maiN aik ghazal pesh ker raha huN.

peRhiay aur apni raey say nawaziay.

khair andesh
Sohail Malik
Attachments
Meri Zindagi kay.gif
Meri Zindagi kay.gif (18.89 KiB) Viewed 321 times
Last edited by Sohail Malik on Fri Jun 01, 2007 2:25 pm, edited 1 time in total.
User avatar
muhammad_19k
-
-
Posts: 540
Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
Location: Lahore
Contact:

Post by muhammad_19k »

.
Attachments
12345.gif
12345.gif (14.6 KiB) Viewed 329 times
Muhammad K. Siddiqui.
+92 321 4435273

938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
User avatar
haamidbaaqri
-
-
Posts: 567
Joined: Tue Oct 11, 2005 10:50 am
Location: bangalore, india 00-91-9341253797
Contact:

Re: Meri Zindegi kay haseen pal

Post by haamidbaaqri »

Sohail Malik wrote:Dosto assalam o alaekum!

Wa alaikumussalaam
mohtaram suhail malik saahib


aaj aap ki khidmet maiN aik ghazal pesh ker raha huN.

peRhiay aur apni raey say nawaziay.

khair andesh
Sohail Malik
aapki yeh ghazal hameN bahut pasand aayee.

lehaaza hamaari dilee daad haazir hai qubool farmaayeN :rose .

allah(sbhnwt)karay zoray qalam aur ziyaadah

mukhlis
haamidbaaqari
mai.n to karta nahi.n kuch aur ebaadat ke siwa
paas mere nahi.n kuch aur mohabbat ke siwa
Sohail Malik
-
-
Posts: 124
Joined: Sun Apr 08, 2007 11:51 am

Post by Sohail Malik »

[align=right]محترم خاور صاحب

السلامُ علیکم

ہمیشہ کی طرح آپ نے اس مرتبہ بھی نہایت مفید مشوروں سے نوازا جس کے لیے میں آپ کا تہہ دل سے مشکور ہوں۔

شعر نمبر 4،5،1 میں ترمیم کر دی ہے اگرچہ شعر 5 کی ترمیم سے فی الحال میں مطمنء نہیں ہوں

شعر 2 مراد یہ ہے کہ مرے آنسو ہی اس وقت میرے رازداں ہیں کیونکہ جو مرے اصل رازداں تھے وہ زندگی کی راہ میں کہیں بکھر گےء ، جدا ہو گےء

شعر 3 ہر نفس سے مراد ہر سانس ہے یعنی لاگاتار یا ہر لمحہ

شعر نمبر 6 ۔ اگر پہلا مصرعہ آپ سمجھ چکے ہیں تو پھر دوسرا تو اُس کے تعلق میں واضح نظر آتا ہے، یعنی میں اُس آشنا کو ڈھونڈ رہا ہوں کہ جس کے طفیل مجھے بھی رازِ کاینات کی شناسایء نصیب ہو اور یہ اسلےء ضروری ہے کیونکہ یہاں وہی سنورتے ہیں جو کہ شناسا ہوتے ہیں

آپ کی محبتوں اور عنایتوں کا طالب

سہیل ملک

[/align]
Sohail Malik
-
-
Posts: 124
Joined: Sun Apr 08, 2007 11:51 am

Re: Meri Zindegi kay haseen pal

Post by Sohail Malik »

haamidbaaqri wrote:
aapki yeh ghazal hameN bahut pasand aayee.

lehaaza hamaari dilee daad haazir hai qubool farmaayeN :rose .

allah(sbhnwt)karay zoray qalam aur ziyaadah

mukhlis
haamidbaaqari
Haamid Saaheb
assalam o alaekum

aap ko ghazal pasand ayi so hamari koshish nay ujret wasool payi

aap ki mohabbetoN ka teh e dil say mamnoon huN

wassalam

Sohail Malik
User avatar
muhammad_19k
-
-
Posts: 540
Joined: Wed Nov 22, 2006 8:36 am
Location: Lahore
Contact:

Post by muhammad_19k »

Sohaial SaHeb,

yaqeenun meN is qaabil naheeN ke aap ke kissi sh'er par kuch tajweez karooN. bas apnaa khyaal paish kiyaa jaataa woh bhi is leeaye ke sh'air ko sochne ka aik bahaanaa milay.

1. bohat achhi tabdeeli hai.
2. aap ki mafhoom ke mutaabiq misra Saaf karne ki aik koshish
mire ashk e jaaN, mire raazdaN, mira kon hai yahaaN tarjumaaN
3. wohi larzisheN ghame aashiaaaN, miraa saaNs saaNs hai imtihaaN.
6. mujhe aashaana ki talaash hai, ke jo aashaanaa thay saNwar gayee.
7. rahaa saamne, nayaa ma'rikaa, dam e ma'rikaa jo mukar gayaa

khairandesh,
Muhamamd K. Siddiqui.
Muhammad K. Siddiqui.
+92 321 4435273

938-C-Faisal Town, Lahore.
Pakistan.
+92 42 111516516
muhammad_19k@hotmail.com
Post Reply