EK QIT,A=ye maGhrib hay-----

Kuhnah mashq ShoAraa kaa kalaam jo beHr meiN hounaa zaroori hei

Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar

najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

EK QIT,A=ye maGhrib hay-----

Post by najma »

:-)

saathiyo!
aadaab


ek qit,a aap sab ki nazr hay.
asaaizah-e-kiraam se islaah ki darkhaastbhi hay.


ye maGhrib hay, hayaaN zee-hosh hi be-hosh rehte haiN
mohazzab qasr-e-eewaaN meiN labadah-posh rehte haiN
yahoodii ek mar jaaey, to cheeKh-uThtaa hay aamreeka
lahuu muslim ka behta hay, to sab khaamosh rehte haiN
NAJMA ANSAR NAJMA
Attachments
qit,a=ye maGhrib hay--.gif
qit,a=ye maGhrib hay--.gif (8.56 KiB) Viewed 848 times
Last edited by najma on Thu May 26, 2005 8:54 am, edited 1 time in total.
Star Mind
-
-
Posts: 365
Joined: Sat Dec 11, 2004 11:39 pm
Location: Balochistan
Contact:

Post by Star Mind »

moHtarama Najma SaaHiba, aadaab :)

aap ka qit^a' nehaayat pasand aayaa ! , aap ne ummat-e-muslima k dard ko jis tarah a'yaaN kiyaa hai , yaqeena" aap be-shumaar daad ki mustaHiq haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye . shukriyaa

moKhliS : Zia Balocj
Dikhaadi shaan, phir ahl-e-chaman ko, Be-niyaazi ki

Khamoshi se jhatak kar, aaj phir, dast-e-sabaa maiN ne

Zia Baloch
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

Najma jee
Aap ka qitta hasb-e-sabiq sulemani topi mein malboos hai
roman maiN likh dijye plz
zarqa
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

zmufti wrote:Najma jee
Aap ka qitta hasb-e-sabiq sulemani topi mein malboos hai
roman maiN likh dijye plz
zarqa


:shock:
:o

:oops:

:-)
zara!
sorry,
:?

abhilijiyey

:-)
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

Najma jee
very realistic
magar qasoor to muslamanoN ka hai na K muthi bhar yahodi duniya per america k zareeiye hakoomat kar rahey hain aur yeh doolat wasayil aur number meiN ziyada honay k baawajood apni awaz aik nahiN kar saktay
kaash phir koi Iqbal koi Rumi Koi Jamal afghani aa jaaye
Magar lagta hai Allah bhee mayoos ho chuke hain is ummat se
regards
zarqa
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

Star Mind wrote:moHtarama Najma SaaHiba, aadaab :)

aap ka qit^a' nehaayat pasand aayaa ! , aap ne ummat-e-muslima k dard ko jis tarah a'yaaN kiyaa hai , yaqeena" aap be-shumaar daad ki mustaHiq haiN , meeri jaanib se daad qabool kejeye . shukriyaa

moKhliS : Zia Balocj




bohat shukriya zia baloch!
ye aapki zarrah-nawazii hay.
khush rahiye
:-)
User avatar
Naveed_Ahmad_Naveed
-
-
Posts: 68
Joined: Thu Dec 09, 2004 6:46 am
Location: Pakistan
Contact:

Post by Naveed_Ahmad_Naveed »

bohat khoob najma saaHiba.
Naveed.
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

vo qatl bhii karte haiN to charchaa nahiiN hote!

bahot Khoob hamsheerah saaHiba, bahot Khoob.
Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

zmufti wrote:Najma jee
very realistic
magar qasoor to muslamanoN ka hai na K muthi bhar yahodi duniya per america k zareeiye hakoomat kar rahey hain aur yeh doolat wasayil aur number meiN ziyada honay k baawajood apni awaz aik nahiN kar saktay
kaash phir koi Iqbal koi Rumi Koi Jamal afghani aa jaaye
Magar lagta hai Allah bhee mayoos ho chuke hain is ummat se
regards
zarqa
bohatshukriya zara
maiN aapke khayalaat aur eh,saasaat se muttafiq hooN.
pazeeraaeee ke liye manoon hooN
:-)
khurram_shaikh
-
-
Posts: 136
Joined: Sun Dec 12, 2004 5:21 am

Post by khurram_shaikh »

Asssalaam o alekumm,


waaah waaah bahooot khoob bahoot hi khooob najma baaaji bahoot hi such aur achchi baat kahi aapnien apnien kalaam mien dili daad qabool karien khush rahien
RISK IS MY BUSINESS
DANGER IS MY GAME
DONT PLAY WITH ME
BCOZ KHURRAM IS MY NAME
User avatar
little abbasi
-
-
Posts: 112
Joined: Tue Apr 19, 2005 4:24 pm
Contact:

Post by little abbasi »

SALA/\/\.

WAH JI BOHAT KHOOB AAP KA QITA TO BOHAT ACHA HAY MUJAY BOHAT PASAND AAYA HAY.

ATTIQ ABBASI
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

Naveed_Ahmad_Naveed wrote:bohat khoob najma saaHiba.



bohat shukriya naveed sahib!
khush rahiye
:-)
jawaid badauni
-
-
Posts: 810
Joined: Sat Jan 01, 2005 5:38 am
Contact:

Post by jawaid badauni »

Bahut haseen QitA hai bahut achche baat kahi hai aapne. Zindabad.

Khoosh Rahen,
Jawaid
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

Hashmat Usmani wrote:vo qatl bhii karte haiN to charchaa nahiiN hote!

bahot Khoob hamsheerah saaHiba, bahot Khoob.

pazeeraaee ke liye bohat bohat shukriya baradaram!
sada khush rahiye
:-)
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

khurram_shaikh wrote:Asssalaam o alekumm,


waaah waaah bahooot khoob bahoot hi khooob najma baaaji bahoot hi such aur achchi baat kahi aapnien apnien kalaam mien dili daad qabool karien khush rahien


bohat shukriya khurram

sada khush raho

:-)
Post Reply