Page 8 of 44

Posted: Thu Dec 15, 2005 11:06 am
by RAUSHNEE
Yeh mujhe Chain kiyon nahi parta
Aik he shakhs tha jahan mein kia ?

ASAK

Posted: Thu Dec 15, 2005 6:55 pm
by ummassad
ZAFAR AADMI USKO NA JANIYE GA, HO WO KAISA HI SAHEB-E- FAHAM-O- ZAKA
GISE AYESH MAIN YAD-E- KHUDA NA RAHE GISE TAISH MAIN KHOF-E- KHUDA NA RAHA

YEH ADAA-YE BE NIYAZIE TUJHE BEWAFA MUBARAK
MAGAR AISI BE RUKHI KYA KE SALAM TAK NA PAHUN-CHAY.

ASAK

Posted: Fri Dec 16, 2005 3:04 pm
by ummassad
TERE SISHE MAIN MAIYE BAKHI NAHI HAE
BATA KY TU MERA SAKHI NAHI HAI
SAMANDER SE MILE PIYESE KO SHABNAM
BAKHILI HAE YE RAZAQI NAHI HAI

ASAK

Posted: Fri Dec 16, 2005 3:16 pm
by ummassad
TERE ISHAQ KI INTIHA CHATA HOUN
MERI SADGI DEKH MAIN KYE CHATA HOUN

oh

Posted: Mon Dec 19, 2005 12:53 pm
by Abdullah Nazir



"tiri kaafir javaani ko javaani kaun kehtaa hei

muHabbat ko muHabbt ki nishaani kaun kehtaa hei.


:oops:


Nazir,


Posted: Wed Dec 21, 2005 2:32 pm
by ummassad
WAFA KI MAIN NE BUNYAD AAJ ZEER-E- AASMAN RAKHDI
JAHAN THA SANG -E- DER TERA JABEEN MAINE WAHIN RAKH DI

Posted: Wed Dec 21, 2005 2:35 pm
by ummassad
KHUDI KO KAR BULAND ITNA KI HER TAQDEER SE PAHLE
KHUDA BANDE SE KHUD POOCHE BATA TERI RIZA KYA HAI

Posted: Mon Jan 02, 2006 7:33 pm
by ummassad
laon wo tinke kahan se aashiyane ke liye
bijliyan bechain hain jinke jalane ke liye

Posted: Tue Jan 03, 2006 9:53 pm
by ummassad
kloos-e- dil se sajda ho tu us sajde ka kya kahna
waheen qaba sarak aaya jabeen main ne jahan rakh di

Posted: Fri Jan 13, 2006 9:17 pm
by ummassad
her gaam pe thukra ke giraa jata houn
maninde nakshe kafe pa banke mita jata houn
tuu bhi tu sambhal ay mere denee waale
main baare amanat se dabajata houn

pasandeedah

Posted: Thu Jan 19, 2006 3:55 am
by Abdullah Nazir



"kyaa jaane balaa kyaa hei tiraa ghamzah ke jis se

jaaNbar koiee ai aafat-e-jaaN hou nahiN saktaa."
...B.S.Zafar.


Nazir.


Posted: Thu Jan 19, 2006 5:47 pm
by ummassad
vo baat sare zamane main jiska ziker na tha
vo baat unko bahot nagowar guzri hai

Posted: Thu Jan 19, 2006 5:52 pm
by ummassad
hum tuu dusman se bhi saeista milaa karte hain
qatal karte nahi nazroon se giraadete hain

Pasandeedah

Posted: Thu Jan 19, 2006 7:22 pm
by Abdullah Nazir



BaaAic-e-vaHshat houi be-iAtinaayi aapki

tinke chunvaane lagi ham se judaayi aapki.


Shayer: amanat.


Nazir.


Posted: Fri Jan 20, 2006 6:31 pm
by ummassad
jo dil maanga tuu vo boole kh thero yaad karne do
zara si cheez thi hum ne khuda jane kahan rakh di