Page 8 of 8

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

Posted: Sat Feb 13, 2010 4:21 pm
by azeezbelgaumi
mere sheir

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

Posted: Sun Feb 14, 2010 6:33 am
by sbashwar
azeezbelgaumi wrote:mere sheir
MoHtaram Azeez Bhai
:salaam2:

Isko kehte hain hudood-e-allah mein shayeri.
Allah hum sabko naseeb kare "sharab peeni hai mujhko magar yahaN ki nahiN"

Mukhlis
Salem Bashwar

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

Posted: Sun Feb 14, 2010 7:25 am
by azeezbelgaumi
Mohataram salam bhai...

Salam e masnoon

Zabani taur par phone par shukriya adaa kar chuka huN.... Ab tahreeran bhi shukriya adaa kar raha huN....

wassalam

Azeez Belgaumi

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

Posted: Thu Feb 25, 2010 1:22 pm
by sbashwar

مخاطب آپ اور تم سے نہیں ہوتایہاں کوئی
کہ میخانے میں کچھ عرض و گزارش اور ہوتی ہے
عبداللہ ناظرؔ
[/color]

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

Posted: Wed Mar 03, 2010 7:18 am
by manzar alam
taubah aye saaqi nahiN peene ka maiN jaam-e-sharaab
mujh ko apni badah-e-veHdat kii mastii KHoob hai
[/color]

Re: Lafz par ashaar#33- Mai/Sharaab...

Posted: Sat Mar 06, 2010 10:21 am
by sbashwar

یہ نہ ساقی ہو تو پھر مئے بھی نہ ہو خم بھی نہ ہو
بزمِ توہید بھی دنیا میں نہ ہو تم بھی نہ ہو
اقبال
[/color]