Lafz par Ashaar#10--"ARZOO "

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

kabhi kabhi aarzoo k sehra men aa k ruktay hain qaaflay se
woh saari baatien lagao ki si woh sarey unwan wisal k se
zmufti
-
-
Posts: 594
Joined: Fri Apr 08, 2005 6:28 am
Location: lahore
Contact:

Post by zmufti »

aarzoo ko khoon rulwati hai bedaad-e-ajal
marta hai teer taareeki meiN sayad-e-ajal
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

aarzoo hay, saamne tujhko biThaa kar dekh leiN
apni dunyaa, teri dunya par luTaa kar dekh leiN
najma
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

hai Husuul-e-aarzuu kaa raaz tark-e-aarzuu
maiN ne duniyaa chhoR dii to mil gaii duniyaa mujhe


Seemaab Akbarabaadii
Image
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"aarzoo"

Post by Abdullah Nazir »




Yeh aarzoo thii ke tujh ko banaayenge apnaa

khulii jou aankh tou dekhaa ke aek khwaab thaa voh



Nasir.

[/b][/size][/color]
Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

past hotii hay zehniyyat unki
wo jo ooncha makaanrakhte haiN
najma
User avatar
syed bilal armaan
-
-
Posts: 189
Joined: Mon Jan 17, 2005 12:57 pm
Contact:

Post by syed bilal armaan »

[/b]gham-e-Hayaat ne aavaara kar diyaa varna
thi aarzoo ke tere dar pe subH-o-shaam kareN ...
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

dam na nikla kisi ke zaanuu par
reh gaee dil ki aarzoo dil meiN
behr
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

aarzoo

Post by Abdullah Nazir »




NahiN sehtaa koii insaaN shikast-e-aarzoo barsouN

"dukhaakar di miraa pachtaayegaa woh tund-khoo barsouN"



Nazir.

Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

dil Gham-e-hijr se kahuu hoga
muft meiN khoon-e-aarzoo hoga
mus,hafii
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

aarzoo

Post by Abdullah Nazir »




Aarzoo-e-dil-e-barbaad kaa anjaam hei yeh

tum hou naaraaz tou dunya bhii khafaa hei mujh se.



Nazir.

Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

tamannaa hai terii agar hai tamannaa
terii aarzuu hai, agar aarazuu hai


Khowaajah Meer "Dard"
Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

kabhi kabhi aarzoo k sehra men aa k ruktay hain qaaflay se
woh saari baatien lagao ki si woh sarey unwan wisal k se
User avatar
syed bilal armaan
-
-
Posts: 189
Joined: Mon Jan 17, 2005 12:57 pm
Contact:

Post by syed bilal armaan »

aatee hai yaad lazzat.e.Gham.haa.e.aarzoo
kehne ko Gham hazaar hu'e, phir bhee kam hu'e
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

aarzoo

Post by Abdullah Nazir »



A a r z o o



aarzoo dil kii tou dil hii meiN rehi hei lekin

kisqadar tuu ne muHabbat meiN rulaayaa mujhko.



Nazir.

Image
Post Reply