mohtaramah
shumailah sahibah
itni khoobsurat ghazal daad na dena na insafi hogi. mujh nacheez ki bhi dad qubool kareiN. aaj bahut dino baad jab is taraf aaya to yeh ghazal dekhi. bahut khoob hai.
khair andaish
irfan barabankwi
Guz#6 "Haal-e-dil lab pe aa gaya aakhir"
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
- irfan barabankwi
- -
- Posts: 69
- Joined: Sun Jan 02, 2005 6:25 pm
- Location: jeddah
- Contact:
wah wah
iHtisab apne naqaayis ka mujhe aataa hei
Saare Aalam ki maiN taqseer kahaN tak dekhuN
Irfan Barabankwi.
Saare Aalam ki maiN taqseer kahaN tak dekhuN
Irfan Barabankwi.
Salaam Irfan sahab....aaj baDe din baad apni is ghazal pe nazar paRi to aap ka reply dekha..bahut khushi hui....jis daryaa dili se aap ne ghazal ko apni pasandeedagi se nawaaza hai uske liye main aap ki tah-e-dil se mamnoon hoon...shukriya
Shumaila
Shumaila
Koi pooche humse hamaari haalat ka sabab
to ashk baha kar bhi baat adhoori reh jati hai
Waqt jaise kahin thehar sa gaya hai
Na Gham jaata hai na khushi aati hai