Page 2 of 2

wah wah

Posted: Mon Jul 18, 2005 8:42 pm
by irfan barabankwi
mohtaramah

shumailah sahibah

itni khoobsurat ghazal daad na dena na insafi hogi. mujh nacheez ki bhi dad qubool kareiN. aaj bahut dino baad jab is taraf aaya to yeh ghazal dekhi. bahut khoob hai.

khair andaish

irfan barabankwi

Posted: Mon Jul 25, 2005 2:27 am
by Shummu
Salaam Irfan sahab....aaj baDe din baad apni is ghazal pe nazar paRi to aap ka reply dekha..bahut khushi hui....jis daryaa dili se aap ne ghazal ko apni pasandeedagi se nawaaza hai uske liye main aap ki tah-e-dil se mamnoon hoon...shukriya :-)

Shumaila