Posted: Sat Sep 10, 2005 8:24 pm
Aap ki purKhuloos daad ke liey behud mamnoon hooN. Bahut bahut shukriya.gazal_uzma wrote:jawaid sahib
bohot umda ghazal likhi aap nay misrah e tarah pay
thanks 4 sharing with us
regards
uzma khan
Jawaid
Aap ki purKhuloos daad ke liey behud mamnoon hooN. Bahut bahut shukriya.gazal_uzma wrote:jawaid sahib
bohot umda ghazal likhi aap nay misrah e tarah pay
thanks 4 sharing with us
regards
uzma khan
Jawaid Badauni wrote:
Hum ne kashtee bachaa to lee lekin
Kaash yeh kaam naKhooda karte
Dard hi aasra tha jeene ka
kes liye dard ki dawa karte
Mohtarma Zahida Raees SahibahRaji wrote:moHtaram janab-e- Jawaid Badauni SaaHeb:
Aadaab-o-tasleemat,
aap kee ghazal daikhee aur achii lagee so daad qubool keejiye. khaS taur par yeh ashaar pasand aaye jin meN saadgi aur manviyat donooN yakjah heN.
Jawaid Badauni wrote:
Hum ne kashtee bachaa to lee lekin
Kaash yeh kaam naKhooda karte
Dard hi aasra tha jeene ka
kes liye dard ki dawa karte
wassalam
Zahida Raees :Raji: