Harf-e-'zaal' se ash'aar bhejiye..shukriya!

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

zikr.e.sheb.e.firaq se waasta usy bhi hey
meri tarha kisi se mahoubat usy bhi hey
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"zaal"

Post by Abdullah Nazir »




zaraa si baat peh houte hou kis liye barham

salaam hi tou kiyaa hei adab se meHfil meiN.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
Muzaffar Ahmad Muzaffar
-
-
Posts: 1258
Joined: Sun Feb 12, 2006 1:40 pm
Location: London, England
Contact:

aadaab

Post by Muzaffar Ahmad Muzaffar »

zara si bat thi andeshah-e-a'jam ne jise

baRha diya hai faqat^ zeb-e-dastaaN keliye.
(Ghaleba" iqbal ka hai)

she'er durust yad naheeN raha...ma'zrat chahata hooN


aor dusra she'er hai.

zara itna takalluf kijiye hangam-e-meHshar meN

mujhe batlaeye maqSad hai kiya is shor-o-GhuGha ka.

shae'er muzaffar aHmad muzaffar.
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"zaal"

Post by Abdullah Nazir »




zabH karnaa hei to kaaTo nah galaa ruk ruk kar

kam se kam chain se marjaane do dunyaa waalo.


Shaayher: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

ziker us pariwesh ka .aor phir baiyan apna
bun gaiya raqeeb aakhir tha jo raazdan apna
Post Reply