Page 2 of 3
"Suaad"
Posted: Thu Apr 20, 2006 12:11 am
by Abdullah Nazir
SubH tak jalte rahe dil meiN tamanna ke charaagh
ab yeh Haalat hei ujaalaoN peh hansi aati hei.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
Posted: Thu Apr 20, 2006 7:03 pm
by zmufti
sadamaa to hai mujhe bhii ki tujhase judaa huu.N mai.n
lekin ye sochataa huu.N ki ab teraa kyaa huu.N mai.n
Posted: Thu Apr 20, 2006 7:06 pm
by zmufti
Posted: Fri Apr 21, 2006 11:56 pm
by ummassad
subha hoti hey sham hoti hey
umar younhi tamam hoti hey
"Suaad"
Posted: Sat Apr 22, 2006 2:12 am
by Abdullah Nazir
SubH kehte ho miloge shaam ko
jaane shab kis baat per Taaloge tum
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
Posted: Sat Apr 22, 2006 8:08 pm
by zmufti
"Suaad"
Posted: Sat Apr 22, 2006 11:07 pm
by Abdullah Nazir
SeHraa meiN tamannay-e-bahaaraaN nahiN karte
jee lete heiN deewaane baharHaal khushi se.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
Posted: Mon Apr 24, 2006 7:55 pm
by zmufti
Posted: Sat Apr 29, 2006 7:35 pm
by zmufti
subah-dam yuu.N hii fasurdaa ho gayaa
ai dil-e-naazuk tujhe kyaa ho gayaa
"Suaad"
Posted: Sun Apr 30, 2006 4:38 am
by Abdullah Nazir
SubH houjaati hei waise to her ik shaam ke baAd
uski furqat ke andheraoN ki seHar kab hougi.
Shaayer: Nazir.
Nazir.
"Suaad"
Posted: Mon May 01, 2006 3:52 am
by Abdullah Nazir
[size-18]
Sadaay-e-yaa thi kuch itni pur-kashish ke mujhe
Havaas khoune peh majboor hougayaa hooN maiN.
Shaayer: Aullah Nazir.
Nazir.
[/size]
Posted: Wed May 03, 2006 1:24 pm
by Abdullah Nazir
"Sabr le zaahid-e-naa-fehm nah maikhwaaraoN kaa
bakhshne waal bhi dekhaa hei gunahgaaraoN ka".
Shaayer: Daagh.
Nazir.
Posted: Wed May 03, 2006 6:58 pm
by zmufti
Posted: Wed May 03, 2006 6:59 pm
by zmufti
"Suaad"
Posted: Fri May 05, 2006 3:23 am
by Abdullah Nazir
"Sabr us per us hamaari Hasrat-e-deedaar kaa
band jis ne kardiyaa rauzan tiri deewaar kaa."
Shaayer: TaSveer
Nazir.