Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
"yeh dastoor-e-zabaaN-bandi hei kaisaa teri meHfil meiN
YahN tou baat karne ko tarasti hei zabaaN meri".
Shaayer: Iqbal
Nazir.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
tamaatar
aata agar nah hamko uskaa khayaal her shab
houta nah sehl sehnaa dil kaa malaal her shab.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.
Last edited by
Abdullah Nazir on Sat Dec 16, 2006 5:21 am, edited 2 times in total.
-
balvinder
- -

- Posts: 133
- Joined: Tue Jul 25, 2006 10:01 am
- Location: INDORE
-
Contact:
Post
by balvinder »
baat kam keeje, zahanat ko chhupaate rahiye
ajnabee shahar hai ye, dost banaate rahiye

Last edited by
balvinder on Thu Dec 28, 2006 10:25 am, edited 1 time in total.
-
Abdullah Nazir
- -

- Posts: 2681
- Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
- Location: Jeddah
-
Contact:
Post
by Abdullah Nazir »
mushkil hei bahut dil kee Haqeeqat ko pahoujnchnaa
aasaaN hei talaffuz ke liye naam-e-muHabbat.
Shaayer: Abdullah Nazir.
Nazir.