Page 2 of 2
Posted: Fri Mar 04, 2005 1:22 am
by najma
sara_j wrote:Najma ji,
aap bohat khoobsurat ghazal ke saath aayein, sab hi ashaar ache hain # 1, 2, 3, 4 aur 8 bohat pasand aaye. humein bohat khushi hui.
ainda bhi aapke kalaam ka intezar rahega.
sara
arrrrayyyyyyyyyyyyyyysara jee
sorry
na jane kese miss hogaee apki post
bohat bohat aur bohat hi shukriya iss hausla afzaaee aur pazeeraee ka.
khush rahiyey

Posted: Fri Mar 04, 2005 1:24 am
by najma
sara_j wrote:sara_j wrote:Najma ji,
aap bohat khoobsurat ghazal ke saath aayein, sab hi ashaar ache hain # 1, 2, 3, 4 aur 8 bohat pasand aaye. humein bohat khushi hui.
ainda bhi aapke kalaam ka intezar rahega.
sara

koi jawab nahi mila

dekhiyey sara jee!
ab ham ne jawab dediya hay aur raseed hazir hay
oopar dekhiyey zara
ab khushhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh?

Re: EK GHAZAL
Posted: Tue Mar 08, 2005 3:25 pm
by Anjum
[quote="najma"]ek ghazal
hawaaon say gilah karnay lagii hoo
chalay aaein! k ab bujhnay lagii hoon
ab-itnii barh gaee hay gham ki qeemat
rulanay per na main ronay lagii hoon
buhat piyara ,dil ko chou lainay wala andaaz hay aap ka najma jee.keep it up.
Re: EK GHAZAL
Posted: Tue Mar 08, 2005 8:51 pm
by najma
Anjum wrote:najma wrote:ek ghazal
hawaaon say gilah karnay lagii hoo
chalay aaein! k ab bujhnay lagii hoon
ab-itnii barh gaee hay gham ki qeemat
rulanay per na main ronay lagii hoon
buhat piyara ,dil ko chou lainay wala andaaz hay aap ka najma jee.keep it up.
bohat inayat hay aapkii anjum jee!
aur sirf itna hii naheeN, ye aapka husn-e-nazar bhi hay.
khush rahiyey
