Page 2 of 2
Posted: Thu May 24, 2007 4:40 pm
by Sohail Malik
sara_j wrote:Sohail sahib,
bohat khoob!
shair # 1. 3. 4. 6. aur girah aapne bohat achi lagayi hai.
ye sab hi ashaar bohat pasand aaye.
daad qubool keejiye.
sara
Sara saaheba pasandeedgi ka bohat shukria
jawab maiN takheer ki mazeret
wassalam
Sohail Malik
Posted: Thu May 24, 2007 4:42 pm
by Sohail Malik
Mohterem jawaid badauni Saaheb
aadab!
aap ki janib say hosla afzai per mamnoon huN
jawab maiN takheer ki mazeret
wassalam
Sohail Malik
Posted: Thu May 24, 2007 4:44 pm
by Sohail Malik
bard wrote:Aadab Sohail Sahib,
Mujhay ap ke Ghazal mein colloquial(aam bol chal)Urdu ka istemal buhut passand aya.Ye lafz ab bolay nahi jatay par Urdu ka hissa aur husn hain. `kahay`ya`ap mein`ya `mitte ka madho`buhut bhalay lagay.
Eik umda Ghazal likhnay par is nacheez ke bhe dad qubool kejeyay
bard saaheb
ghazal ki pasandeedgi ka bohat shukria
meri koshish hoti hay keh masnui pen say hatel imkaan bacha jaey
mozuaat bhi haqeeqi duniya kay hoN aur alfaz bhi
jawab maiN takheer ki mazeret
wassalam
Sohail Malik