Page 2 of 23

Posted: Mon Apr 25, 2005 4:19 am
by Hashmat Usmani
aaye bahaar ban ke, lubhaa kar chale gaye
kia raaz thaa jo dil meN chhipaa kar chale gaye


guluu_kaar: MoHammad Raf'ii
Film: Deedaar


agla gaanaa Harf-e-"YE" se, plz.

Posted: Mon Apr 25, 2005 11:41 am
by Hashmat Usmani
gaane ke pahle lafz ke aaKhirii Harf "NOON" se gaanaa pesh-e-Khidmat hai:

na jaane kiuN hamaare dil ko tum ne dil nahiiN samjhaa
yeh sheesha toR Daalaa, pyaar ke qaabil nahiN samjhaa
:wink:

aglaa gaanaa Harf-e-"chhoTii he" [haathii waalaa] se, plz.

Posted: Tue Apr 26, 2005 2:04 am
by Hashmat Usmani
Saara, pooraa she'r to likha kijiiye :-)

yaad meN terii jaag_jaag ke ham
raat bhar karvaTeN badalte haiN
har ghaRii dil meN terii ulfat ke
dhiime_dhiime charaaG jalte haiN


guluu_kaar/a: Lata Mangeshkar AUR MoHammad Raf'ii
Film: Mere MeHboob


aglaa gaanaa Harf-e-"DAAL" se, plz.

Posted: Tue Apr 26, 2005 4:42 am
by Hashmat Usmani
kabhii kabhii mire dil meN Khayaal aataa hai
ki jaise tujhko banaayaa gayaa hai mere liye


guluu_kaar: Mukesh
Film: Kabhii Kabhii


aglaa gaanaa Harf-e-"YE" se, plz.

Posted: Tue Apr 26, 2005 5:02 am
by Hashmat Usmani
naazniiN! baRaa raNgiiN hai va'da tiraa
O'HasiiN! hai kidhar kaa iraada tiraa
aaNkh muRtii huii, zulf uRtii huii
faasla kiuN hai ziyaada tiraa

O'ham_dam mire! maan bhii jaao
kahnaa mire pyaar kaa

jaan-e-jahaaN! yaad karoge, ik din mire pyaar ko


guluu_kaar: MoHammad Raf'ii AUR Asha Bhonsle
Film: Phir Wohii Dil Laayaa HuuN


aglaa naGhama Harf-e-"NOON" se, plz.

Posted: Thu Apr 28, 2005 2:22 am
by Hashmat Usmani
yehii vo jagah hai, yehii vo fazaa
yahiiN par kahiiN aap ham se mile the


guluu_kaarah: Asha Bhosle
Film: Mere Sanam


agla gaanaa Harf-e-"YE" se, plz.

Posted: Thu Apr 28, 2005 11:23 am
by Hashmat Usmani
yuN to ham ne laakh HasiiN dekhe haiN
tum saa nahiiN dekhaa, ho tum saa nahiiN dekhaa


aglaa gaanaa Harf-e-"NOON" se, plz.

Posted: Fri Apr 29, 2005 2:49 am
by Hashmat Usmani
sara_j wrote:
Hashmat Usmani wrote:yuN to ham ne laakh HasiiN dekhe haiN
tum saa nahiiN dekhaa, ho tum saa nahiiN dekhaa


aglaa gaanaa Harf-e-"NOON" se, plz.
aapko daal se likhna tha ye se nahi. correct keejiye pls.
nahiiN Saara, RULES ke Hisaab se "pahle lafz ke aaKhirii Harf" se aglaa gaanaa denaa hai.

pahlaa lafz "yuN" to is lafz kaa aaKhirii Harf "NOON" hii to huaa na?

Posted: Fri Apr 29, 2005 3:17 am
by Hashmat Usmani
sara_j wrote:
sara_j wrote:yaad mein teri jaag jaag ke hum
raat bhar karwatein badalte rahe
pehla lafz "yaad" hai otu akhir hurf daal hua na.......aapne "yun se shair likhe hain please dekhiye zara
SHOWWWYYYYY...SHOWWWYYYYY...SHOWWWYYYYY:

deevaana mujh saa nahiiN is ambar ke neeche
aage haiN qaatil meraa aur maiN peechche_peechhe


guluu_kaar: MoHammad Raf'ii
Film: Teesrii Manzil


aglaa naGhma Harf-e-"chhoTii he" se, plz.

Posted: Sun May 01, 2005 12:36 am
by Hashmat Usmani
YaaaHoooooooooooooo! :roll:

chaahe mujhe koii jangalii kahe
kahta hai jo kahtaa rahe
ham pyaar ke toofanoN meN ghire haiN
ham kia kareN?

YaaaHooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooo!!!!!
lol lol lol

guluu_kaar: MoHammad Raf'ii
Film: Jungalii


agla naGhma Harf-e-"VAAO" se, plz.

Posted: Mon May 02, 2005 3:51 am
by najma
nah ro aiy dil, kaheeN rone se taqdeereN badaltii haiN?

hay

Posted: Mon May 02, 2005 5:18 am
by Hashmat Usmani
Haal chaal Theek Thaak hai?
sab kuchh Theek Thaak hai?
B.A. kiyaa hai, M.A. kiyaa hai
lagtaa hai vo bhii M.A. kiyaa hai
kaam nahiiN hai varna yahaaN
aapkii du'aa se sab Theek Thaak hai


guluu_kaar: Kishore Kumaar, Mukesh
Film: Mere Apne


aglaa naGhma naGhma Harf-e-"LAAM" se, plz.

Posted: Tue May 03, 2005 1:17 am
by najma
yeh na thi hamari ismat, keh visaal-e-yaar hota

---hay------

Posted: Tue May 03, 2005 4:35 am
by Hashmat Usmani
ham aapkii aaNkhoN meN, is dil ko basaa deN, to?
ham muuNd ke palkoN ko, is dil ko sazaa deN, to?
ham aapkii aaNkhoN meN, is dil ko basaa deN, to?


guluu_kaar: MoHammad Raf'ii, Asha Bhosle
Film: Pyaasaa


agla naGhma Harf-e-"MEEM" se, plz.

Posted: Tue May 03, 2005 7:46 pm
by najma
mujh se pehlii see mohabbat mire-----

--hay------