Page 2 of 2
Posted: Mon Apr 25, 2005 7:33 am
by waqar_masood
assalam o alaikum
muhturama najma sahib
aap ki is behtreen takhleeq ki daad na dena kanjoosi ho ge.MA SHA ALLAH buhut hhi khoob sheer kehain hein aur maqta buhut khoob hay. meri janib say is qadar khusbsoorat ghazal kehnay per daad hazir hay.
wassalam
waqar masood
Posted: Wed Apr 27, 2005 7:36 pm
by najma
Sarwar Raz wrote:Najma SaaHebah: aadaab!
jawaab ke liYe mamnoon hooN. :sharaarah: waale she'r meN aap kee tarmeem mujh` ko pasand aayee! daad!!
aap kee tashreeHaat bh`ee naz^ar se guZreeN. baaqee aap Khud hee dekh` leN gee. ek kaamyaab koshish par mubaarakbaad.
Ansar SaaHeb ko salaam aur dua'a-e-SeHat!
Sarwar A. Raz "Sarwar"
JANAB S.A.RAZ :SARWAR: SAHIB!
assalam-o-alaikum
aap ke qeematii waqt aur sarparasti ke liye ek bar phir mamnoon hooN.
khair andesh
najma
Posted: Fri Apr 29, 2005 12:07 am
by najma
tahira Masood wrote:Najma ji
salaam-e-khuloas
mashalaah aik nehaayt khoobsurat aur murassa ghazal inaayat fermaaii hai aap ne
mazaameen bhi khoob gehre heN
rawaan muslsal aurdilnasheeN
dilee daad qabul kereN
khush rehaiN
tahira sahiba!
dil se manoon hooN aapki, is hausla afzaaee ke liyey.
sada khush rahiye
najma
Re: EK GHAZAL:dukhe dil ki dhaRkanoN se tira Gham hay aash,k
Posted: Wed May 11, 2005 4:19 pm
by khurram_shaikh
Re: EK GHAZAL:dukhe dil ki dhaRkanoN se tira Gham hay aash,k
Posted: Sun May 15, 2005 10:57 am
by najma
kamal hay
tumko nazar naheeN aarahii.
ye kya maajra hay.
herat ki baat hay.
ab kuch karna parega
koshishkaroongii k roman meiN bhi yahaaN dooN.
lo ekaur kaambaRh gaya
khushj raho aur intizar karo
Posted: Sun May 15, 2005 6:17 pm
by little abbasi
SALA/\/\.
AAP KI YA GHAZAL BOHAT PASAND I HAY SHARE KARNE KA SHUKRIYA.
ATTIQ ABBASI
Posted: Mon May 16, 2005 12:11 am
by najma
tahira Masood wrote:Najma ji
salaam-e-khuloas
mashalaah aik nehaayt khoobsurat aur murassa ghazal inaayat fermaaii hai aap ne
mazaameen bhi khoob gehre heN
rawaan muslsal aurdilnasheeN
dilee daad qabul kereN
khush rehaiN
bohat shukriya tahira masood!
sada khush raho
Posted: Mon May 16, 2005 12:16 am
by najma
waqar_masood wrote:assalam o alaikum
muhturama najma sahib
aap ki is behtreen takhleeq ki daad na dena kanjoosi ho ge.MA SHA ALLAH buhut hhi khoob sheer kehain hein aur maqta buhut khoob hay. meri janib say is qadar khusbsoorat ghazal kehnay per daad hazir hay.
wassalam
waqar masood
pasandeedgii aur is qadar pazeeraaee ka boha shukriya waqar masood!
sada khush rahiye
Posted: Mon May 16, 2005 12:19 am
by najma
little abbasi wrote:SALA/\/\.
AAP KI YA GHAZAL BOHAT PASAND I HAY SHARE KARNE KA SHUKRIYA.
ATTIQ ABBASI
thanx attiq!