Page 12 of 23
Posted: Sun Jun 12, 2005 2:50 am
by shahnaz zafar
barey achchey lagtey hai ye dharti ye nadiya ye raina aur? tum
meem se
Posted: Sun Jun 12, 2005 8:57 am
by najma
shahnaz zafar wrote:barey achchey lagtey hai ye dharti ye nadiya ye raina aur? tum
meem se
shanaz sahiba!
geet k pehle lafz ka aakhrii harf chuna jata hay
lafz =baRay= ka aakhrii harf=yey- hay
ab =yey=se
yaad aarahii hay
next =dal=se
Posted: Sun Jun 12, 2005 8:59 am
by khurram_shaikh
Assalaam o alekum,
Maan ho tum behud haseen itnien bure hum bhi nahinnnnnnn
dekho humien pyaaar se derte ho kyoon iqraar se
Posted: Sun Jun 12, 2005 9:40 am
by khurram_shaikh
Assalaam o alekum,
D=
Dil to hai dil dil kaa etbaar kya kije
Posted: Sun Jun 12, 2005 9:46 am
by najma
lo ye ham jaarahay haiN
ab lafz =lo= k =wao=se naxt gana?
=wao=
Posted: Sun Jun 12, 2005 2:37 pm
by khurram_shaikh
Assalam o alekum,
Humnien sanam ko khat likhaa khat mien likhaa.....
Posted: Sun Jun 12, 2005 2:48 pm
by najma
nah nah karte pyar unhi se kar baiThe
=hay=
Posted: Sun Jun 12, 2005 2:50 pm
by khurram_shaikh
Assalaam o alekum,
Hum tum ek kamre mien band hoon aur .....
Posted: Sun Jun 12, 2005 2:51 pm
by najma
mujh ko awaaz na do
=hay=
Posted: Sun Jun 12, 2005 3:02 pm
by khurram_shaikh
Assalaam o alekum,
Hum hain rahi pyaar ke hum hain......
Posted: Sun Jun 12, 2005 3:15 pm
by najma
aaj jaane ki zid na karo--o--o--o
=jeem=
Posted: Sun Jun 12, 2005 3:19 pm
by najma
yaro--o--o mujhe muaaf rakho
=wao=
Posted: Mon Jun 13, 2005 12:09 am
by najma
haathoN meiN kajraa
=noon
Posted: Mon Jun 13, 2005 1:03 am
by najma
aaaa haaa
ab to aajaaaa
=alif=
Posted: Mon Jun 13, 2005 1:07 am
by najma
aaj jane ki zid na karo--o--o--o
=jeem=