anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

aap ki nazroN ne samjha

=pay=
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

yeh reshmii zulfeN, yeh sharbatii aaNkheN
inheN dekh kar jii rahe haiN sabhii


HE se
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

na jaane kiuN?
na jaane kiuN hamaare diol ko tum ne dil nahiiN samjhaa
na jaane kiuN?
yeh sheesha toR Daalaa, pyaar ke qaabil nahiiN samjhaa
na jaane kiuN?


Raf'ii from film "moHabbat zindagii hai"

Harf-e-"HE" se
Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

YAAAAAD AARAHII HAY, TIRII YAAAAAAAAAAAAAAAA

=DAL=

AB KESA HAY SARA !!
:grin:
shahnaz zafar
-
-
Posts: 36
Joined: Sun Jun 05, 2005 3:36 am
Contact:

Post by shahnaz zafar »

dil ke armaan aansoon o mai beh gaye
ham wafa kerkey bhee tanha reh gaye
ya se
Shanni
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

is laRii meN apkaa Khair_maqdam hai Shahnaz saahiba. BTW, she'r ke pahle lafz ke aaKhirii Harf se naGhma denaa hotaa hai...to, aapke gaane kaa pahla lafz hai DIL aur is lafz kaa aaKirii Harf hai LAAM...is liye, Harf-e-LAAM se naGhma pesh-e-Khidmat hai. shukria.

laakhoN haiN nigaah meN, zindagii kii raah meN
sanam! Haseen, jawaaN
hoNToN pe gulaab hai, aaNkhoN meN sharaab hai
lekin vo baat kahaaN


Guluu_kaar: MoHammad Raf'ii
Film: Phir Wohii Dil Laayaa HuuN


agla naGhma Harf-e-
NOON
NOON se, plz![/b][/color]
Image
shahnaz zafar
-
-
Posts: 36
Joined: Sun Jun 05, 2005 3:36 am
Contact:

Post by shahnaz zafar »

na jao sanyyan chora ke bayyan qasam tumhari mai ro paroongi
jo mujh se ankhiyan chura rahe ho to itni meri araj bhee sun lo
tumharey qadmon mai pari hoon yaheen jiiongi yaheen moroongi na jao sayyan

alif se
Shanni
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

aaye ho merii zindagii meN tum bahaar ban ke
mire dil meN yuuNhii rahnaaaaaaaaaaaaaaaaa
mire dil meN yuuhii rahnaa, tum pyaar pyaar ban ke
aaye ho merii zindagii meN tum bahaar ban ke.....


guluu_kaar: Uditya NayaaraNR
Fil: Raaja Hindustaanii


agla naGhmaa Harf-e-"YE" se, plz.
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

kitnii baar gavaayeNgi yeh gaanaa mujh se aap? chaliye is martaba maiN waqa'ii meN gaa kar aapko AUDI file bhejtaa huN ;)

yaad kiyaa dil ne, kahaaN ho tum
pyaar se pukaar lo, jahaaN ho tum


DAAL se [daal pakaaiye nahiN DAAL se gaaiye]
Image
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

Saara, yeh suniiye aur dekhiiye [merii aawaaz meN aur acting meN] :wink: yeh FAST aur phaRaktaa huaa gaanaa [mere mizaaj se mutaabiqat rakhte huye] :wink: Raf'ii saaHib kii aawaaz meN film "Saawan BhaadauN" se chunaa hai maiN ne:

kaan meN jhumkaa, chaal meN Tumkaa, kamar pe choTii laTke
ho gayaa dil kaa purza purza, lage pachaasii jhaTke
o teraa rang hai nasheelaa, ang ang hai raseela
kaan meN jhumkaa, chaal meN Thumkaa.....


aglaa naGhma Harf-e-"NOON" se, plz.
Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

naa maanuuN naa maanuuN na--------

-ALIF---
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

abhii na jaao chhoR ke, ki dil abhii bhaaraa nahiiN
haN, yehii kahoge tum sadaa, ki dil abhii bharaa nahiiN


YE se
Image
najma
-
-
Posts: 1213
Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm

Post by najma »

yeh kya jaga hay dosto

=hay=
Taskeen
nau-waarid
Posts: 15
Joined: Sat May 28, 2005 4:06 am
Contact:

Post by Taskeen »

Husn waale tera jawaab naheen
Koi tujhsa naheen hazaaron mein

meem se
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

maiN zindagii kaa saath nibhaataa chalaa gayaa
har fikr ko dhuyeN uRaataa chalaa gayaa


NOON se
Image
Post Reply