anta_aksharii...gaanoN kii bait_baazii

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
hassan_bashir
-
-
Posts: 436
Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
Location: Kuwait
Contact:

Post by hassan_bashir »

woh shaam kuch ajeeb thi yeh shaam bhi ajeeb hai
woh kal bhi paas paas thi woh aaj bhi qareeb hai

YE se
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

yuNhii tum mujh se baat kartii ho
yaa, koii pyaar kaa iraada hai


phir "YE" se :twisted:
Image
User avatar
rahmed25682
-
-
Posts: 126
Joined: Thu Dec 09, 2004 8:28 am
Location: Karachi
Contact:

Post by rahmed25682 »

NA KISI KI AANKH KA NOOR HOOn
NA KISI KAY DIL KA QARAR HOOn


"A" yani ALIF say agla gana...


Khush rahain

Khair Andesh

Raheel Ahmed
Kab Say HooN , Kia BataaooN Jahan-e-Kharab Main
Shab-Haaye Hijr Ko Bhee RakhooN Gar Hisab Main
=============================
Ghalib
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

aahain na bharen shikye na kiye kuch bhi na zuban se kaam liya
ham dil ko pakad ker baith gye ashkoun se zuban ka kaam liya
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

hamin tuu shaam-e-gum main katnee hy zindagi apni
jahan wo hain wahin ay chand leeja chandni apni
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

ak din aap youn hamko miljainge= phool hi plool rahoun main khil jainge

main ne socha na tha.
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

Movie: Qismat (1968)
Sitaare: Biswajeet, Babita, Helen
guluu_kaar: Mahendra Kapoor
mausiiqaar: Onkar Prasad Nayyar
baGhma: S. H. Bihari



aaNkhoN meN qayaamat ke kaajal
hoNToN pe Ghazab kii laalii hai
banda_parvar! kahiye kiskii
taqdiir saNvarne vaalii hai

sadqe.....
sadqe maiN tumhaarii baahoN ke
jo aag lagaa de paanii meN
qurbaan tumhaarii aaNkhoN ke
jo bhar deN rang javaanii meN
mar jaauuN tumhaare gaaloN par
jin meN k guloN kii laalii hai
banda_parvar!.....

o ho ho.....
yeh aapkii mastii kaa 'aalam
yeh bahke huye jazbaat mire
kuchh kah na sakaa maiN diivaana
kahte haiN magar Haalaat mire
yaa aap nashe meN Duube haiN
yaa merii nazar matvaalii hai
banda_parvar!.....
Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

kabhi khud pe kabhi haalat pe rona aaya
baat nikli tuu her ak baat pe rona aaya
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

hamin tu sham-e-gum main katni hy zindagi apni
jahan vo hain wahin ay chand leja chandni apni
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

yehii vo jagah hai, yehi vo fizaayeN
yahiiN par kahiiN aap ham se mile the
Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

sham-e-gum ki qashum aaj lumgeen hain hum
aa bhi ja aabhi ja aaj mere sanam
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

aayega aayega aanewala aayega
Hashmat Usmani
-
-
Posts: 1173
Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:

Post by Hashmat Usmani »

yuNhii tum mujh se baat kartii ho
yaa koii pyaar kaa iraada hai?


YE se, plz
Image
Post Reply