Lafz par ashar#18--NAAM

Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

"naam"

Post by Abdullah Nazir »




de gayaa wo kitne hi ilzaam aur maiN chup rahaa

uske hounTaoN per thaa meraa naam aur maiN chup rahaa.


Shaayer: Abdulah Nazir.


Nazir.

Image
hassan_bashir
-
-
Posts: 436
Joined: Fri Aug 26, 2005 6:22 pm
Location: Kuwait
Contact:

Post by hassan_bashir »

mehfil maiN log choNk paRe mere naam par,
voh muskuraa diYe merii qeemat yahii to hai!!
Urdu hai jis ka naam hamiiN jaante haiN :Daagh:
saare jahaaN maiN dhum humaari zubaaN ki hai
User avatar
Abdullah Nazir
-
-
Posts: 2681
Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:

naam

Post by Abdullah Nazir »




MeHroom karne waale salaam o payaam se

mujhko ziyaadah pyaar nahiN apne naam se.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.

Image
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

Post by ummassad »

jab bhi aata hey mera Naam tere naam ke saath
jaaney kyun loog merey naam se jel jaatey hain
ummassad
-
-
Posts: 695
Joined: Tue Nov 08, 2005 3:24 pm

naam

Post by ummassad »

naam
Attachments
duniya.jpg
duniya.jpg (21.46 KiB) Viewed 178 times
Post Reply