Page 5 of 18
Posted: Sun Sep 17, 2006 1:02 pm
by Daanish
baam par aa ke uThhaado ruKh-e-taabaaN se niqaab
ik izaafa hi sahii tuur ke afsaane meiN
--Jigar
'noon'
Posted: Mon Sep 18, 2006 2:02 am
by ummassad
naaz hey gul ko nazaket py chaman aey zouq
usney dekhey hi kahan naaz.0.nazaket waaley.
ye
Posted: Mon Sep 18, 2006 2:32 am
by Daanish
Yousuf us ko kahuN, aur kuch na kahe, Khair hu'i
gar bigaR baiThhe, tau maiN laiq-e-ta'azeer bhi thha
--Ghalib
'alif'
Posted: Mon Sep 18, 2006 7:01 am
by zmufti
aag hai paanii hai miTTii hai havaa hai mujh me.n
aur phir maananaa pa.Dataa hai ke Khudaa hai mujh me.n
noon
Posted: Tue Sep 19, 2006 12:46 am
by Abdullah Nazir
b]
nahiN koii pursish-e-Haal ko mire doustaoN meiN tou kyaa houaa
bajuz oos kee zaat-e-faheem ke mujhe kab kisi se kalaam hei.
Shaayer: Abdullah Nazir.
( ye )
Nazir.
[/b]
Posted: Tue Sep 19, 2006 1:20 pm
by Daanish
ubhraa hu'a niqaab meiN hai unke ek taar
marta huN maiN ke yeh na kisi ki nigaah ho
-Ghalib
'wau'
wawo
Posted: Wed Sep 20, 2006 2:34 am
by Abdullah Nazir
waa agar taa shaam maikhaane kaa darwaazah nah hou
Dar hei saaqi muntashir rindaoN kaa sheeraazah nah hou.
Shaayer: Abdullah Nazir.
( wawo )
Nazir.
Posted: Wed Sep 20, 2006 3:08 pm
by Daanish
nazar aish-e-faani pe kya Khaak DaaleN
tire dardmandaan-e-mehjoor ho kar
--Jigar
're'
Posted: Wed Sep 20, 2006 4:40 pm
by ummassad
rug.e.sang se tapakta wo lahu kh phir na thumta
jisey gum samajh rarey ho yeh ager sharar hota
Posted: Thu Sep 21, 2006 4:07 am
by Daanish
'alif'
ek ek qatre ka mujhe denaa paRaa hisaab
Khoon-e-jigar, vadiiy'at-e-mizhgaan-e-yaar thha
--Ghalib
'alif'
Posted: Fri Sep 22, 2006 2:53 am
by ummassad
tumhari anjuman se uthkey deewane kahaan jaatey
jo wabasta hue tumse vo afsaney kahaan jaatey
Posted: Fri Sep 22, 2006 3:17 am
by Daanish
yaas-o-ummeed ne yak arabdah maidaaN maanga
ijz-e-himmat ne tilism-e-dil-e-saail baandhaa
--Ghalib
'alif'
Posted: Fri Sep 22, 2006 7:18 am
by zmufti
abhii na jaao ki taaro.n kaa dil dha.Dakataa hai
tamaam raat pa.Dii hai zaraa Thahar jaao
waawo
Posted: Fri Sep 22, 2006 7:50 am
by Abdullah Nazir
wohi hei aaji shab-e-vaSl bhee jafaa jooie
qaree aauN tou kehte hou intizaar karuN.
Shaayer: Abdullah Nazir.
(noon )
Nazir.
"noon"
Posted: Sun Sep 24, 2006 10:37 am
by Abdullah Nazir
nigaah sharm se wo yuN jhukaaye jaate heiN
ke jaise wo mire dil meiN samaaye jaate heiN.
Shaayer: Abdullah Nazir.
( noon )
Nazir.