Page 42 of 44
Posted: Sat Dec 08, 2007 6:08 pm
by Atiq-ur-Rehman Saffy
...
Posted: Sun Dec 09, 2007 12:44 pm
by NAZRANA
..
Posted: Sun Dec 09, 2007 12:46 pm
by NAZRANA
...
Posted: Sun Dec 30, 2007 5:38 pm
by Atiq-ur-Rehman Saffy
...
Posted: Sun Jan 06, 2008 9:14 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
[align=center]Zindagee jis se i'barat hai Jigar
woh kisee kee ek nigaah-e-naaZ hai!
Jigar Muradabadi.[/align]
Posted: Wed Mar 12, 2008 1:34 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
[align=center]Zindagee hai yaa koee t^ufaan hai
ham to is jeene ke haathoN mar chaleY![/align]
Posted: Thu Apr 17, 2008 8:29 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
[align=center]poch beThaa hooN maiN tujh se tere kocheY kaa pataa
tere Haalaat ne kesee teree Surat kar dee!
AHmad Nadeem qasami marHoom.[/align]
Posted: Tue May 06, 2008 4:58 pm
by sonu
hamesha dil main madine ki aarzo rakhna
bas un ka kaam hai jazbe ki aabro rakh na
bahut zaroori hai didaare mustafa ke liye
tum aap ne khune jigar se aakhon ko bawazo rakhna
sonu
Posted: Fri May 09, 2008 2:09 am
by ummassad
kuch dey ise ruksat ker , kyun aankh jhukali hey.
han der pe tere moula insha bhi sawali hey.
Posted: Fri May 09, 2008 2:10 am
by ummassad
kuch nahi maangta shahoun se yeh shaida tera.
iski doulat hey faqat naqsh e kafe e pa tera.
Posted: Tue May 20, 2008 1:14 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
taroN se sajaa leN ge rah-e-sher-e-tamannaa
maqdoor naheeN SubH chalo shaam hee aaeY!
Ada Ja'fari
Re: PASANDEEDA ASH,AAR
Posted: Mon Sep 08, 2008 3:36 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
baaGh, jangal, khush numaa beleeN makaanooN par Muneer
is ZameeN peh ranG saare paaniyooN ke dam se haiN!
Muneer Niyazi MarHoom.
Re: PASANDEEDA ASH,AAR
Posted: Sat Dec 20, 2008 12:49 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
AHmad dil-e-figaar ne pee kar lahu ke GhooNT
seenah tamaam Ganj-e-shaheedaaN bana diya!
(Muzaffar AHmad Muzaffar)
[/size][/color]
Re: PASANDEEDA ASH,AAR
Posted: Sat Dec 20, 2008 3:41 pm
by munir-armaan-nasimi
Muzaffar Ahmad Muzaffar wrote:AHmad dil-e-figaar ne pee kar lahu ke GhooNT
seenah tamaam Ganj-e-shaheedaaN bana diya!
(Muzaffar AHmad Muzaffar)
[/size][/color]
WAH WAH... MASHA'ALLAH... KYA KHOOB SHER KAHA BHAI AAP NE.... GANJ-E-SHAHEEDAAN... WAAHHH KYA BAAT HAI....
DAAD QOBOL KAREIN...!!
Re: PASANDEEDA ASH,AAR
Posted: Sun Dec 21, 2008 12:01 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
tu hai mere dil ki basti main zamaane se muqeem
apne shehr-e -dil main bus ek baar aane de mujhe
Dr. Rashid
[/size]