Muntakhab shayari-Baitbaazi-Lafz par Ashaar
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Sun Jun 05, 2005 4:26 am
taRapte haiN, na rote haiN, na ham faryaad karte haiN
sanam kii yaad meN har_dam Khudaa ko yaad karte haiN
Haidar Ali "Aatish"
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Sun Jun 05, 2005 5:53 am
teraa, meraa jhagRaa kia, jab ik aaNgan kii miTTii hai
apne badan ko dekh le chhuu kar, mere badan kii miTTii hai
Sardar Anjum
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Sun Jun 05, 2005 5:54 am
teraa, meraa jhagRaa kia, jab ik aaNgan kii miTTii hai
apne badan ko dekh le chhuu kar, mere badan kii miTTii hai
Sardar Anjum
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Sun Jun 05, 2005 6:05 am
teraa, meraa jhagRaa kia, jab ik aaNgan kii miTTii hai
apne badan ko dekh le chhuu kar, mere badan kii miTTii hai
Sardar Anjum
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Sun Jun 05, 2005 10:51 am
taiy hoNgay kis-tarah yeh maraaHil, kahaa na jaaey
is teergii meiN kyaa hay muqaabil, kahaa na jaaey
Mahtab Qadr
-
Posts: 559 Joined: Sun Dec 12, 2004 7:36 am
Location: Jeddah Saudi Arabia
Contact:
Post
by Mahtab Qadr » Sun Jun 05, 2005 11:04 am
Mohatrama Najma ji is sher ki ibtida tay se nahi toye se ho rahi hai.
sauti aitebaar se to theek hai, magar jab ham har harf ke ashaar juda juda jama kar rahe hoN to mere khyal se isay toye ke ashaar mai rakha jaana chahiye.
taiy hoNgay kis-tarah yeh maraaHil, kahaa na jaaey
is teergii meiN kyaa hay muqaabil, kahaa na jaaey
shukria
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Sun Jun 05, 2005 11:09 am
thii aabloN ko bohat zidd, keh phooT phooT paReiN
bas ek kaaNTaa chubhoya gayaa naheeN ham se
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Mon Jun 06, 2005 12:27 am
tishnagii, tishnagii, aray taubah
qatre qatre ko ham taraste haiN
saghar siddiqui
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Mon Jun 06, 2005 12:46 am
talkhii-e-dar hi muqaddar thii
jam-e-ishrat hameN ataa na hua
saghar
Abdullah Nazir
-
Posts: 2681 Joined: Sat Dec 11, 2004 4:16 am
Location: Jeddah
Contact:
Post
by Abdullah Nazir » Mon Jun 06, 2005 1:11 pm
tamannay-e-viSaal-e-yaar ne wo gham diye mujhko
mii dunyaa micaal-e-sulf-e-barham houti jaati hei.
Nazir.
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Mon Jun 06, 2005 2:04 pm
tuu badaltaa hay to be-shaakhtah merii aaNkheN
apne haathoN ki lakeeroN se ulajh jaatii haiN
p.shalir
shahnaz zafar
-
Posts: 36 Joined: Sun Jun 05, 2005 3:36 am
Contact:
Post
by shahnaz zafar » Mon Jun 06, 2005 10:57 pm
tamanna meri jaz o dil ban gaii hai
na aaney ke qabil na jaaney ke qabil
Shanni
najma
-
Posts: 1213 Joined: Fri Feb 04, 2005 10:37 pm
Post
by najma » Mon Jun 06, 2005 11:03 pm
teri mehfil bhi gayi chahnay waley bhi gaye
shab ki aahieN bhi gayieN subah kay naalay bhi gaye
shahnaz zafar
-
Posts: 36 Joined: Sun Jun 05, 2005 3:36 am
Contact:
Post
by shahnaz zafar » Tue Jun 07, 2005 2:59 am
tujh main jo kho gayaa to huwaa apnaa saamnaa!
ab sochtaa hoon, Khud se main chup kar kahaan rahoon?
Shanni
Hashmat Usmani
-
Posts: 1173 Joined: Wed Dec 08, 2004 1:00 pm
Location: Kitchener, Ontario, Canada
Contact:
Post
by Hashmat Usmani » Tue Jun 07, 2005 3:06 am
tere qariib rahuuN, yaa k duur jaauuN maiN
hai dil kaa ek hii 'aalam, tujhii ko chaahuuN maiN
IftiKhaar Imaam Siddiqui