Posted: Fri May 13, 2005 12:53 am
dunya sahiba!
aap k do kalam pehle bhi paRh chukii hooN.bohat umdah, bohat rawaaN.un ke bar aks ap ki is ghazal ki behr shayad mere liye naee hay.
aur shayad isii liye misr,e samajhnemeiN mujhe hi diqqat aarahii hay,warna aap k itne pukhta kalam dekhne k ba,d apki is ghazal ko maiN kese keh saktii hooN keh auzan meiN farq hay.
dar asl abhi maiN ne hi is behr meiN tab,a aazmaaee nahii kii.
2- kab tak yeh siyah shab-e-alam (shab-e-alam ye siyaah kab tak?)
aanaa hei mirii seHar tou aa
3- tujhko tou diyaa hei maiN ne dil
tuu bhii kabhi mere ghar tou aa
she,r 3=yahaaN ''to'' ki takraar nazar aarahi hay
such janiye to dunya sahiba!
aap ke itne pukhtah kalam dekhne ke ba,d
kuch yuuN laga kehaap hamara imtihaanle rahii haiN kya?
aap k jawab ka intizar rahega kyuuN -k ham waqaeee seekhna chahte haiN.
khair andesh
najma