Page 1 of 1
aik puraani nazm
Posted: Mon May 23, 2005 8:13 am
by Mahtab Qadr
aik nazm pesh e khimat hai. naye dostoN ki nazr jinhon ne ye nazm parhi nahi .
Posted: Mon May 23, 2005 9:34 am
by Raji
[
size=18]image kahaaN hai :? [/size]
Re: aik puraani nazm
Posted: Mon May 23, 2005 10:27 pm
by najma
Mahtab Qadr wrote:aik nazm pesh e khimat hai. naye dostoN ki nazr jinhon ne ye nazm parhi nahi .
janab m.qadr sahib!
hameiN to apki ye haseen nazm nazar aarahii hay, bohat umdah hay.khoobsoorat mazmoon hay.
hamari janib se dilii daad qubool kijiye
Posted: Wed May 25, 2005 12:18 pm
by Mahtab Qadr
shukria Najma ji behad shukria
Posted: Wed May 25, 2005 10:52 pm
by Star Mind
moHtaram Sarfaraaz SaaHib, aadaab :)
aaj pehlee baar aap ki koii nazm paRhne ka ittefaaq howaa ! , nazm intehaaye dil-kash aur u'mdah hai ! nazm ka har band hi bahut pasand aayaa ! nehaayat lat^eef iHsaasaat ka izhaar baRee KhoobSoorati se kiyaa hai aap ne ! . meeri jaanib se daad qabool kejeye . shukriya
moKhliS : Zia Baloch
Re: aik puraani nazm
Posted: Mon May 30, 2005 6:44 am
by Mahtab Qadr
Shukria Najma sahiba pasand karne aur hausla afzai ka kelye mashkoor hoN.
najma wrote:Mahtab Qadr wrote:aik nazm pesh e khimat hai. naye dostoN ki nazr jinhon ne ye nazm parhi nahi .
janab m.qadr sahib!
hameiN to apki ye haseen nazm nazar aarahii hay, bohat umdah hay.khoobsoorat mazmoon hay.
hamari janib se dilii daad qubool kijiye
Re: aik puraani nazm
Posted: Mon May 30, 2005 6:46 am
by Mahtab Qadr
Shukria zia sahib sahib pasand karne aur hausla afzai ka kelye mashkoor hoN.