Page 1 of 1
AAP KA BHAR-PUR KHAIR MAQDAM HAY RAAHEE SAHIB!!!!!!!!!
Posted: Wed Jun 01, 2005 2:49 am
by najma
JANAAB RAHEE SAHIB!!!!!
www.urdubandhan.com/ ke tamaam members aur hamarii janib se
AAP KA BHAR-PUR KHAIR MAQDAM HAY .
hameiN yaqeen hay k aap ko apni ye site bohat pasand aey gii.aur ham aap se bohat kuch ,wo seekheN gay,jin meiN aap maaster haiN.
khair andesh
najma
Posted: Wed Jun 01, 2005 4:02 am
by sbashwar
Janab Rahee Sahib
asak
Aapki apne http://www.urdubandhan.com par aamad dekh kar khoshi hui. khush-amdeed.
Shukria
Salem Bashwar
Posted: Wed Jun 01, 2005 7:31 am
by rahmed25682
Salam RAAHEE sahab ...
URDUBANDHAN per KHUSH-AAMDEED ..
Khush rahain aur aatay jaatay rahain
Khair Andesh
Raheel Ahmed
Posted: Wed Jun 01, 2005 7:54 am
by little abbasi
SALA/\/\.
Aap ko urdubandhan per bohat bohat khushamdeed ho.
ATTIQ ABBASI
Posted: Thu Jun 02, 2005 10:47 am
by khanjee
AOA,
Bohat khush*Amdeed aap ko
Sohail Abbasi.
Posted: Thu Jun 02, 2005 1:05 pm
by waqar_masood
khush amdeed janab
Posted: Tue Jun 07, 2005 11:45 pm
by Hashmat Usmani
salaam Raahee saaHib,
ham urdubandhan se juRe mimbaraan aapko is maHfil meN Khush-aamded kahte haiN. ummeed hai ki aap tavaatur se aate raheNge aur hameN apnii taKhliiqaat se navaazte raheNge. tashreef aavorii kaa shukria.
Hashmat
Posted: Thu Jun 23, 2005 7:25 pm
by raahee
Salaam
maafi chahon ga main register ho ker phir kuch late aaya hoon khair aap sab ney welcome kiya achalega aur kuch josh bhi paida howa kuch kerney ka so main keron ga. Aur mian aaya tha ek visitor ki haisiyet sey aur kuch doston ney kafi sari knowledge shaire ki hoi hai tu main ney socha key merey paas bhi jo kuch hai thora sa mian bhi wo shaire keron aur apney knowledge main bhi ezafa keronnnnn.
AAP SAB KA SHUKIRIYA
NAJMA JI
SBASHWAR
RAHMED
LITTLE ABBASI
SARA
KHANJEE
WAQAR MASOOD
HASHMAT USMANI
Khushaamaded
Posted: Fri Jun 24, 2005 5:33 pm
by Abdullah Nazir
[color\=red]
MuHtaramii
Rahee Saahib,
Tasleemaat o Khushaamaded,
[/color]
urdubandhan per jo aapki apni site hei ham sab aapka isteqbaal karte heiN aur ummeed hei ke yahaaN aapka waqt khushgawaar maaHaul meiN guzregaa.
Aap apni adabi takhleeqaat aur tabsiraoN se navaazkar hameN shukriya adaa karne kaa mauqaA deejiye.
Aapka Mukhlis,
Nazir.