Page 1 of 1

raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Mon Jan 03, 2005 9:15 am
by fatimah
aslaam_u_alikam

apni aik our adna si kawish key saath hazir hun umeed keti hun key aap sab apni kimati raye se nawazein gey.

shukriya

raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj


Re: raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Mon Jan 03, 2005 9:19 am
by Mahtab Qadr
fatimah wrote:aslaam_u_alikam

apni aik our adna si kawish key saath hazir hun umeed keti hun key aap sab apni kimati raye se nawazein gey.

shukriya

raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj

Fatima sahiba
Bahut asarangaiz ghazal pesh ki hai bahut achi laga har sher .

Re: raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Tue Jan 04, 2005 6:21 pm
by khozema husaini
fatimah wrote:aslaam_u_alikam

apni aik our adna si kawish key saath hazir hun umeed keti hun key aap sab apni kimati raye se nawazein gey.

shukriya

raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj



fatima sahiba
aadaab
khoobsoorat ghazal kay liye daad hazir hay
husaini

Re: raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Wed Jan 05, 2005 2:29 am
by Hashmat Usmani
salaam Fatima saaHiba,

ummeed hai ki mizaaj-e-giraamii ba_Khair hoNge.

aapkii Ghazal paRhi aur paRh kar bahot lutf_andoz huaa. aasaan zabaan aur saada bayaan meN asar_kun Khayaalaat pesh kiye haiN. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaada. yeh ash'aar ziyada pasand aaye:


raah viiraan kis liye hai aaj?
dost anjaan kis liye hai aaj?

chaandnii bhi lage hai maddham sii
chaand Hairaan kis liye hai aaj?

terii aankhoN meN khaamshii kaisi
dil ye viiraan kis liye hai aaj?

"Fatima!" tum badal gaii ho kiuN?
voh bhii anjaan kis liye hai aaj?


aapke agle kalaam ka shiddat se intezaar rahegaa.

Ghazal sunaane kaa shukria.

faqat du'aa_go,

Hashmat

Re: raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Wed Jan 05, 2005 7:58 am
by fatimah
Mahtab Qadr wrote:
fatimah wrote:aslaam_u_alikam

apni aik our adna si kawish key saath hazir hun umeed keti hun key aap sab apni kimati raye se nawazein gey.

shukriya

raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj

Fatima sahiba
Bahut asarangaiz ghazal pesh ki hai bahut achi laga har sher .
aslaam_u_alikam

mahtab sahib gazal ko pasand kerney ka bohat shukriya.

Re: raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Mon Jan 17, 2005 10:39 am
by fatimah
khozema husaini wrote:
fatimah wrote:aslaam_u_alikam

apni aik our adna si kawish key saath hazir hun umeed keti hun key aap sab apni kimati raye se nawazein gey.

shukriya

raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj



fatima sahiba
aadaab
khoobsoorat ghazal kay liye daad hazir hay
husaini

aslaam_u_alikam

gazal ko pasand kerney key liye main ap ki mumnoon hun.

Re: raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Thu Jan 20, 2005 12:33 pm
by fatimah
Hashmat Usmani wrote:salaam Fatima saaHiba,

ummeed hai ki mizaaj-e-giraamii ba_Khair hoNge.

aapkii Ghazal paRhi aur paRh kar bahot lutf_andoz huaa. aasaan zabaan aur saada bayaan meN asar_kun Khayaalaat pesh kiye haiN. Allah kare zor-e-qalam aur ziyaada. yeh ash'aar ziyada pasand aaye:


raah viiraan kis liye hai aaj?
dost anjaan kis liye hai aaj?

chaandnii bhi lage hai maddham sii
chaand Hairaan kis liye hai aaj?

terii aankhoN meN khaamshii kaisi
dil ye viiraan kis liye hai aaj?

"Fatima!" tum badal gaii ho kiuN?
voh bhii anjaan kis liye hai aaj?


aapke agle kalaam ka shiddat se intezaar rahegaa.

Ghazal sunaane kaa shukria.

faqat du'aa_go,

Hashmat

aslaam_u_alikam

hashmat sahib itni paziraayi keh liye main aap ki mumnoon hun.

shukriya

Re: raah veraan kis liye hey aaj

Posted: Sun Jan 30, 2005 7:19 am
by fatimah
sara_j wrote:
fatimah wrote:
raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj

Bohat khoob fatima, go ke aapki ye ghazal pehle bhi paRh chuke hain, lekin jitni baar parho utni ziyada achi lagti hai. bohat ache khayaal ko bohat ache se qalamband kiye hain aap. zor e qalam aur ziyada.

sara

aslaam_u_alikam

bohat shukriya sara ji.

aap seniros ki hi suhbat ka asar hey yeh saraa :)

Bahut khoob

Posted: Tue Feb 01, 2005 7:35 am
by Abdullah Nazir
pb]
F A T I M A H,


Purkhuloos Tasleemaat,

Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi. Saare ashAar ahcche heiN:

(((raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj )))

Meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Isi TaraH s fikr-e-sukhan jaari rakhiye aur hameN meHzooz houne kaa mauqaA deejiye.


Aapka Mukhlis,
Nazir.

[/b]

Re: Bahut khoob

Posted: Fri Feb 04, 2005 9:56 pm
by fatimah
Abdullah Nazir wrote:pb]
F A T I M A H,


Purkhuloos Tasleemaat,

Aapki ghazal paRhkar bahut khushi houi. Saare ashAar ahcche heiN:

(((raah veeraan kis liye hai aaj
dost anjaan kis liye hai aaj

aaj kyuN jhoomti nahin titli
gul pareshan kis liye hai aaj

chandni bhi lage hai madham si
chaand Hairaan kis liye hai aaj

kyuN nigaaheN badal gayeeN sab ki
rishta bejaan kis liye hai aaj

darmiaaN faasle haiN kyuN itne
waqt Hairaan kis liye hai aaj

teri aankhoN meiN khaamshi kaisi
dil ye veeraan kis liye hai aaj

Fatima tum badal gayee ho kyuN
Wo bhi anjaan kis liye hai aaj )))

Meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye. Isi TaraH s fikr-e-sukhan jaari rakhiye aur hameN meHzooz houne kaa mauqaA deejiye.


Aapka Mukhlis,
Nazir.

[/b]

aslaam_u_alikam

mohtaram nazir sahib.

bohat bohat shukriya keh aap ney merey is adna sey kalam per nazr_e_karm fermaai.
gazal ko pasand kerney key liye main aap ki behad mamnoon hun.
shukriya

Posted: Tue Feb 08, 2005 9:15 am
by Anis Hasan
Buhat achi ghazal likhi hai aap nay "Fatimah" saadgi aur khubsurti ka acha namoona daad qabool kijiyay.

Posted: Mon Feb 14, 2005 7:35 pm
by fatimah
Anis Hasan wrote:Buhat achi ghazal likhi hai aap nay "Fatimah" saadgi aur khubsurti ka acha namoona daad qabool kijiyay.

aslaam_u_alikam

shukria anis hasan ji