Page 1 of 1

Qabil e muakhiza "gulban" ka idaaria

Posted: Sun Aug 07, 2005 12:08 pm
by Mahtab Qadr
domahi Gulban ka idaarie se mutalluq kalkatta ke khursheed sahib ne jo idaria likha hai vo mulahiza farmaiN aur apni raye se nawazieN. shukria

Gulban ke Idarie ka matan

Posted: Sat Aug 20, 2005 12:04 pm
by Mahtab Qadr
domahi Gulban ke Idariye ke asl matan ( jiska jawaab janab Khursheed sahib ne dia hai) ka aik hissa pesh khidmat hai pura mazmoon Neeche ke link par jaakar parha jaskata hai.

http://www.urdustan.com/mazameen/SZHash ... iyaaN.html

Posted: Sat Aug 20, 2005 12:20 pm
by Star Mind
shukriya Sarfaraz bhai , bohut mamnoon hoN aap ka , nehaayat dil-chasp mazaameen se nawaazaa hai aap ne , ab zaraa sa tafseel se paRh leN ;)

nehaayat mamnoon hoN aap ka

shukriya

moKhliS :
Zia Baloch

Posted: Sun Aug 21, 2005 7:10 am
by Mahtab Qadr
zia sahib sirf shukrie se kaam nahi chalega aap bhi in nai bastioN se waqif haiN aap bhi apni raye deiN ke kia in nai bastioN par lagaaye gaye saare ilzamaat sahi haiN? aur kia inka ye bayaan watan se door urdu ki shamma jalaaye rakhne waloN ke lye hatak aur tauheen nahi hai?
intezar rahega aapke qeemti khyalaat aur raye ka.
shukria
Mahtab Qadr

Posted: Tue Aug 23, 2005 12:42 pm
by Handsome
Jee bohat dilchasp Tehrer Share Ki hay

Jald hi is per kuch likhi go ager kuch accha za mila to

Khush rahain
Handsome