Page 1 of 1

Jur'at Dehlawi ki aek ghazal - -- - Abdullah Nazir

Posted: Mon Feb 13, 2006 6:21 pm
by Abdullah Nazir

MuHtaramaat o MuHtarameen
aHbaab-e-sukhan,

PurkhulooS tasleemaat, :-)

MaiN Sheikh Qalandar Ali Bakhsh walad-e-Haafiz Amaan Dehlawi kii ghazal pesh karne kii saAaadat HaaSil karrahaa hooN. Unkaa takhalluS Jur'at thaa aur apne shabaab meiN hii aek beemaari ki vajah se naabeenaa hougaye thay. 1225 hijri meiN wafaat paayi.

Ummeedd ko aapko yeh ghazal pasand aayegi.


Aapka MukhliS,
Nazir.