Page 1 of 2

Zuaad

Posted: Sun May 07, 2006 7:17 pm
by Abdullah Nazir



ZabT-e-gham ki tujhe ab aur shahaadat kyaa dooN

aek aansoo nah giraa daaman-e-tar se baahar


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.


Posted: Wed May 10, 2006 10:47 pm
by ummassad
zulm ki tahni kabhi phalti nahain
naavo kaagaz ki kabhi chalti nahain

Zoye

Posted: Thu May 11, 2006 2:21 am
by Abdullah Nazir



zaalim ne nazar pher ke moNh mouR liyaa yooN

aayindhah kabhi jaise mulaaqaat nah hougi.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.


Toye

Posted: Mon May 15, 2006 12:13 pm
by Abdullah Nazir



"Tarz uRaayi hei hamaare naala-e-dildouz ki

chaid paRjaayeN nah kiyuN minqaar-e-mooseeqaar meiN".


Shaayer: Naasikh.


Nazir.


zoye

Posted: Wed May 17, 2006 10:40 am
by Abdullah Nazir



zhuhoor-e-fitna-e-Aaalam thaa jalwa-e-jaanaaN

isi liye hei qiyaamat kaa intizaar mujhe.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.


Toay

Posted: Sun May 28, 2006 12:32 am
by Abdullah Nazir



Tai nah kar paaye thay ruswaayi ki raah-e-dil shikan

iphir khayaal-e-Hasrat-e-maaZi bahar gaam aagayaa.


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.


Posted: Wed May 31, 2006 7:17 am
by hassan_bashir
zulmat_kade meiN mere shab-e-Gham kaa josh hai
ik shammaa hai daliil-e-sahar, so Khamosh hai

Toyhe

Posted: Thu Jun 01, 2006 12:03 pm
by Abdullah Nazir



"TabeeAat raftah raftah hougayi maanoos-e-gham itni

qareeb aati heiN jab khushiyaaN to aansoo aaye jaate heiN."


Shaayer: Khwajah Shauq


Nazir.


Posted: Fri Jun 30, 2006 11:01 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
z^ahir kee aankh se nah tamashah kare koee
ho dekhna to didah-e-dil wa kare koee.

zoye

Posted: Sat Jul 01, 2006 6:22 am
by Abdullah Nazir



zuhoor-e-fitana-e-Aalam thaa jalva-e-jaanaaN

isi liye hei qiyaamat kaa intizaar mujhe


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.


Posted: Sun Jul 02, 2006 7:05 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
t^alab ke joosh ne dil ko a'adam jala Dala
Saba ke zoor se barg-e-gulaab TooT gae.

Abdul Hameed Adam.

Zuaad

Posted: Wed Jul 05, 2006 3:09 am
by Abdullah Nazir



ZabT-e-gham kee tujhe ab aur shahaadat kyaa dooN

aek aansoo nah giraa daaman-e-tar se baahar


Shaayer: Abdullah Nazir.


Nazir.


Posted: Sat Aug 05, 2006 4:59 am
by ummassad
ZABT thaa jeb taiyen caahut nh hui thi zaahir
ashak ney baah ke mery cherey pe tooufan kiya

Posted: Sat Aug 05, 2006 5:04 am
by ummassad
taaqatoun main chiragoun ka dhouwan jm sa gaiya hey
ab hum bhi nikaltey nahin ujadey huwey gher see

Posted: Fri Aug 25, 2006 3:17 am
by ummassad
zoye