Page 1 of 1

GUzarish (Aik Nazm)

Posted: Sun Jun 04, 2006 6:41 pm
by Atiq-ur-Rehman Saffy
Qabl-e-Sud Ekhtram Dosto, Assalam u Alikum,
aik nazm pesh-e-hidmat hai "Guzarish"

Atiq-ur-Rehman Saffy

Posted: Mon Jun 05, 2006 5:55 pm
by Atiq-ur-Rehman Saffy
bohot shukriya bohot shukriya

Re: GUzarish (Aik Nazm)

Posted: Tue Jun 06, 2006 7:11 pm
by naheedv
Atiq-ur-Rehman Saffy wrote:Qabl-e-Sud Ekhtram Dosto, Assalam u Alikum,
aik nazm pesh-e-hidmat hai "Guzarish"

Atiq-ur-Rehman Saffy
Saffy saaheb,

aap kee ye nazm email meN aayee thee magar iss kaa font buhat baareek hone kee binaa par sahee taraH se paRh'ee naheeN gayee thee.
aaj idher kaa chakkar lagaa tau aap kee nazm paRhne ko mil gayee.

gau ke nazm kaa khayaal rivaayati hai magar aap ne tau siyaasee sifaarish kee jo parchee Dalee hai, allah kare voh manzoor ho jaaye :P

nazm pasaNd aayee, daad qubool kijiye!

mukhliS
Naheed

Nazm bahut achchi hei, waah waah

Posted: Wed Jun 07, 2006 6:47 am
by Abdullah Nazir

MuHtarami
Atiq-ur-Rehman Saffy SaaHib,

PurkhulooS Tasleemaat,

Aapki aazaad nazm bahut pasand aayi jiske liye meri daad aur mubaarakbaad qubool farmaayiye.

"so kaabeenah ki ab tum se"
isko yooN kerleejiye:
so kaabeenah ki ab tujh se"
kiyunkeh poori nazm meiN "tuu" se khiTaabat hei.


Aapka MukhliS,
Nazir.


Posted: Sat Jun 10, 2006 2:13 pm
by Atiq-ur-Rehman Saffy
Mohtarma Naheed Virk sahiba aur qable-e-sad ekhtram Nazir sb, Assalam u Alikum,
apni qeemti aara say aagah karnay ka aur nazm pasand karnay ka bohot bohot shukriya,
Duaa Goo,
Atiq-ur-Rehman Saffy