Page 1 of 1

TARHI GHAZAL....

Posted: Wed Mar 07, 2007 2:47 pm
by munir-armaan-nasimi
[size=0]Urdubandhan ke Saathiyo,

Salam-o-Rehmat! Ek Ghazal pesh khidmat hai. Mujhe pata nahin hai ke "misra" kis Shair ka hai. Mujhe pasand aaya aur main ne us pe ghazal keh di hai. Agar kisi ko Shair ka naam pata ho to bara-e-meherbani mujhe batadein, nawazish hogi.

Khuda Hafiz,

aap sab ka,

armaan
[/size]

Re: TARHI GHAZAL....

Posted: Wed Mar 07, 2007 8:14 pm
by Anmol
munir-armaan-nasimi wrote:[size=0]Urdubandhan ke Saathiyo,

Salam-o-Rehmat! Ek Ghazal pesh khidmat hai. Mujhe pata nahin hai ke "misra" kis Shair ka hai. Mujhe pasand aaya aur main ne us pe ghazal keh di hai. Agar kisi ko Shair ka naam pata ho to bara-e-meherbani mujhe batadein, nawazish hogi.

Khuda Hafiz,

aap sab ka,

armaan
[/size]

Aadaab, Armaan SaaHib!

Ghazal to bahut Khoob sunaayi aap ne lekin post karte waqt kin dhiyaanoN meiN they aap? Is se bhi choTe text meiN apna paiGhaam likh dia hota. :evil: aur taraHee misra kaunsa hai, is ka hameN ilhaam nahiiN hua, ab aap hi batayye ham kis miSre ke shaayir ka naam pata DhoonD kar deN aap ko? :shock:

Posted: Thu Mar 08, 2007 3:48 am
by Sarwar A. Raz
mukarramee Armaan SaaHeb: aadaab!

Ghazal dekhee. achhee hai. daad qubool keejiYe. maqt^e' mN aap ne :aayeen: ko mu,annac baaNdhaa hai jo SaHeeH naheeN hai. lafz^ :aayeen: muZakkar hai!

Sarwar A. A. Raz "Sarwar"