Posted: Mon Mar 26, 2007 3:13 am
Sara saheba,
Ilm par shaikh Abdul Qader Jilani (RA) ka aik waqia jiska bohat se kitaboun mein ulemaun ne zikr kiya hai share karna chaonga:
[Quote] Shaitan noorani chehra liye hua (baaz jagaun par awaz) Shaikh se kehta hai ke "aapne bohat ebadatein allah ki ki hain. allah aapse razi hai. Kyohke aap ab bohat zaeef hogaye ho, lehaza ab tumko kisi qism ki ebadat ki zarorat nahin wagaira". Shaikh pehchan jaate hain ke yeh shaitaan hai jo bhatka raha hai. Warna ebadatein to Rasolaun & Ambion ko maaf nahin thi to bhala mujeh kaise maaf hosakti hai. Yahan yeh baat sabit hoti hai ilm hasil karna zarori hai. Laikin hamesha yeh kehna chahye ke "Allah ke Fazal se...."
Shukria