Page 1 of 1

ManzilieiN mil jaeiN gi

Posted: Tue May 01, 2007 8:57 am
by akifghani
Yaran e UrduBandhan,
Adab o tasleemat!
ThoRey se waqfey key bad aj phir HaZir ho raha hooN apni aik ghazal ley kar.Apki raey mere liey mo'tbar hogi.
w.s
Akif Ghani Malik
[align=center][/align]

Posted: Wed May 02, 2007 11:09 am
by Shummu
wah bahut umda..bahut khoob...rawaani bhi khoob hai aur sheron mein shiddat bhi khoob hai..bahut pasand aaya aapka kalaam Akif jee..khaaaskar ye line bahut acchi lagi.."dil ka jo mehram bane woh aashnaa koi to ho" wah wah..

daad pesh hai!

Shumaila

Re: ManzilieiN mil jaeiN gi

Posted: Thu May 03, 2007 6:46 am
by akifghani

Sara jee, salam o adab key bad apkey shukriey ka shukria ada karta hooN.Ghazal pasand ayee.Shukriya.
w.s
Akif

akifghani wrote:Yaran e UrduBandhan,
Adab o tasleemat!
ThoRey se waqfey key bad aj phir HaZir ho raha hooN apni aik ghazal ley kar.Apki raey mere liey mo'tbar hogi.
w.s
Akif Ghani Malik
[align=center][/align]

Re: ManzilieiN mil jaeiN gi

Posted: Thu May 03, 2007 6:47 am
by akifghani
Shumaila jee,
Adaab!
Ghazal ki pasandeedagi par shukarguzar hooN.
w.s
Akif Ghani

akifghani wrote:Yaran e UrduBandhan,
Adab o tasleemat!
ThoRey se waqfey key bad aj phir HaZir ho raha hooN apni aik ghazal ley kar.Apki raey mere liey mo'tbar hogi.
w.s
Akif Ghani Malik
[align=center][/align]

Posted: Thu May 03, 2007 9:20 am
by muhammad_19k
MOHTARAM JANAB AKIF SAHEB,

kahiaye kaise mizaaj haiN?

aik aor khoobSoorat takhleeq par mirii taraf se bhi mubarakbaad qabool kijiaye. maqt'a sub ashaar se zyadaa mutaCir kun lagaa.

du'aa goa,
MUHAMMAD K SIDDIQUI.

Posted: Thu May 03, 2007 2:50 pm
by munir-armaan-nasimi
Beradaram Akif Saheb,

Salam-o-Rehmat..!! Khubsoorat aur Dilkash Ghazal pe Daad hazir-e-khidmat hai Qobool karein. Maqta ka sher bahut hi achcha hai. Agar main usko aise padhoon to.......

"Bas Yahi Hai Ek Tawaqqa Doosron Se Bhi Hamein"
Humsa Akif Be-niyaz O Be-riya Koyi to Ho.

Aap ka kya khayaal hai???

Umeed ke mijaz shagufta honge.

aap ka bhai,

Munir Armaan

Posted: Wed May 09, 2007 1:30 pm
by akifghani

Khawar Sb,
Sallam o dua!
Yeh apki mohabbat hai keh ap ney meri ghazal ko pasand kiya.Mamnoon hooN.
Khair andesh
Akif Ghani

muhammad_19k wrote:MOHTARAM JANAB AKIF SAHEB,

kahiaye kaise mizaaj haiN?

aik aor khoobSoorat takhleeq par mirii taraf se bhi mubarakbaad qabool kijiaye. maqt'a sub ashaar se zyadaa mutaCir kun lagaa.

du'aa goa,
MUHAMMAD K SIDDIQUI.

Posted: Wed May 09, 2007 1:32 pm
by akifghani
Munir Arman Naseemi jee,
Adab o tasleemat!
Ap ka mamnoon hooN keh apney hoSla afzayee farmayee.
Dua go
Akif Ghani
Paris

munir-armaan-nasimi wrote:Beradaram Akif Saheb,

Salam-o-Rehmat..!! Khubsoorat aur Dilkash Ghazal pe Daad hazir-e-khidmat hai Qobool karein. Maqta ka sher bahut hi achcha hai. Agar main usko aise padhoon to.......

"Bas Yahi Hai Ek Tawaqqa Doosron Se Bhi Hamein"
Humsa Akif Be-niyaz O Be-riya Koyi to Ho.

Aap ka kya khayaal hai???

Umeed ke mijaz shagufta honge.

aap ka bhai,

Munir Armaan

Posted: Wed May 09, 2007 6:38 pm
by Sohail Malik
Aakif Saaheb

MashaAllah beyhad khubsurat, nihaet bamaqsad aur haqeeqat kay akas ashar kehay haiN aap nay.

Is qadr maani afreeN shaeri per meri janib say dilli mubarikbaad qabul kijiay.

Allah keray aap ka qalem issi terah macbet rukh per chalta rehay aur khub teraki keray.

wassalam

Sohail Malik

Posted: Wed May 09, 2007 9:32 pm
by akifghani
Mohtrim Suhail Malik sb,
Assalam o allaikum!
HoSla afzayee ka shukriya,Ap issi taraH HoSla afzayee farmatey rahey tau zaroor likh paooN ga issi taraH in sha Allah.
w.s
Akif Ghani
Sohail Malik wrote:Aakif Saaheb