Page 1 of 1
Sitem Zindgi Key Uthaeen Kahan Tak
Posted: Wed May 30, 2007 6:26 am
by sumanshah
Adaaaab
PEHLI BAR IS KHUBSOORAT BAZAM MEIN SHIRKAT
KAR RAHI HOON IS GHAZAL KAY SATH.
UMEED HAY AP TAMAM AIHL_E_ZOQ DOSTO
KO PASSAND AIYY GI.
Posted: Wed May 30, 2007 5:24 pm
by ehsaas
buhut umdah buhut khubsoorat ghazal
shukria keh aap ne inti khubsoorat shairi ham se share kee
mazeed shairi ka intezar rehay ga
Posted: Wed May 30, 2007 7:00 pm
by muhammad_19k
Bohat khoob Suman Ji,
ye ghazal to aap ki kitaab meN si hi aik intekhaab lagtaa hai.
bohat sar phir si hawaa-aiN haiN har soo
diyaa hoSalay ka jalaa-aiN kahaN tak -------------------bohat khoob.
aap ki mazeed ghazloaN ka intezaar rahay ga.
HINT: agar aap chaahteeN hoN ke log aap ke tamaam ash'aar par fardan fardan tabSira karaiN to ghazal ROMAN meN zaroor likhaa karaiN.
khairandesh,
Muhammad K. Siddiqui
Posted: Thu May 31, 2007 6:28 am
by sumanshah
Adaaaaaaaaaab ahsas
hosla afzaiyi kay liyee mumnoon hoon.
Posted: Thu May 31, 2007 6:29 am
by sumanshah
Adaaaaaab khawar sahab
passandeedgi ka shukriyaaaaaa aap nay baja farmayaaa lakin kia karoon
roman mein likhna bhool jati hoon .waissay yad dehani ka shukriya.
Posted: Fri Jun 01, 2007 4:12 pm
by Sohail Malik
Suman Saaheba Aaadab!
aap ki ghazal pasand ayi! daad qabul kijiay!
wassalam
Sohail Malik