Page 1 of 1

khizan

Posted: Fri Nov 09, 2007 4:01 pm
by ummassad
khizan

Posted: Thu Nov 22, 2007 7:15 am
by zmufti
khizaaN ki rut meN lamha-e-jamal kaise aayaa
yeh aaj phir singhaar ka khayaal kaise aaya

Posted: Tue Dec 04, 2007 4:45 pm
by zmufti
[align=center] یہ خزاں کا رنگ ہے یا زرد رُو آکاس بیل
دھوپ کی مانند ہے پھیلی ہوئی اشجار میں
[/align]

Posted: Sun Dec 16, 2007 6:34 am
by zmufti
Ye aur baat hai laHzaa udaas rakhte haiN
KhizaaN ke geet bhee apnee miThaas rakhte haiN

Posted: Fri Jan 11, 2008 5:30 am
by Arif Naseem
had ye hay sitam ki us nay ham ko
ab kay na khizaan main bhii pukara

Posted: Sat Jan 26, 2008 4:09 pm
by Arif Naseem
na samjho tum isay shor i baharaN
khizaaN pattoN maiN chup kar ro rahi hay

Posted: Tue Jan 29, 2008 10:10 am
by Ujala Arif
mumkin hay ke tu jis ko samajhta hay baharaN
owroN ki nigahoN meN wo mosam ho khizaaN ka

Posted: Mon Feb 11, 2008 5:48 pm
by balvinder
khizaaN ke phool pe aatii kabhii bahaar nahiiN
mere nasiib meN ai dost teraa pyaar nahiiN