Iqbal aor KhuSro ke kalam ke Urdu tarajim!
Posted: Sun Dec 02, 2007 3:04 pm
yaaraan-e-meHfil aadaab!
A'zeeraan-e-man!
ReyaaZ Ja'afari aor Sarwar Rijaa bart^aaniyah ke do kohnah mashq shaae'ir aor mutarajjim haiN. Haal hee meN donooN SaaHibaan-e-naz^ar ne aek aek ketaab murattab kee hai. jis meN Ja'afari saaHib ne Ameer KhuSro ke muntakhib kalam kaa urdu tarjumah aor Sarwar SaaHib ne Iqbal kee mashhoor takhleeqaat kaa manz^oom urdu tarjumah kiya hai. bat^aor-e-numunah aek aek CheZ pesh-e-khidmat hai. mulaHiZ^ah farmaiye.