Page 1 of 1

Ustad e Mohtaram Abdullah Nazir Saib ki khidmat mien hadiya

Posted: Thu Jan 17, 2008 5:15 am
by Rehana.A
...

Re: Ustad e Mohtaram Abdullah Nazir Saib ki khidmat mien hadiya

Posted: Tue Jan 06, 2009 1:35 pm
by sbashwar
Mohtarama Rehana A. Sahiba
:salaam:

Aaj forum ke bohat broken link ko fix kar raha tha ke meri nigah aap ke is khubsoorat post par paRhi jo mein Nazir sahib ko print karke phouncha donga.

Takheer ke liye moazirat khawah houn.

Mukhlis
Salem Bashwar

Re: Ustad e Mohtaram Abdullah Nazir Saib ki khidmat mien hadiya

Posted: Mon Feb 02, 2009 4:04 pm
by Khurshidul Hasan Naiyer
bahut hee khoobSoorat peraae,y meiN aap ne yeh hadiyah pesh kiyaa hai.

is waqt mujhe "Mukesh" kee gaai,ee hui,ee Ghazal kaa yeh she'r yaad aa rahaa hai keh

ek Surat bhoolee bhaalee see
do nainaN seedhe saade see

wassalaam