Page 1 of 1

aek Ghazal pesh-e-khidmat hai mulaHiZ^ah keejiye.

Posted: Sun Feb 03, 2008 1:54 am
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
Yaaraan-e-meHfil aadaab!

aek Ghazal pesh-e-khidmat hai mulaHiZ^ah keejiye.

Posted: Sun Feb 03, 2008 6:29 am
by munir-armaan-nasimi
SAARE KHOTOOT KAR DIYE WAAPAS RUMAAL MAIN

BHAI WAH... MUZAFFAR SAAHEB... AAPKI SAADGI MAIN MAANOYIYAAT AUR SANJEEDGI MAIN SHAGUFTAGI..... MAZAA AA GAYA.. MAGAR EK BAAT BATAYEIN BHAI JAAN..... KITNE KHOTOOT THE???? RUMAAL MAIN JAGAH HO GAYE KYA????

"UNKO KHAYAAL-E-HIFZ O MARAATIB NAHIIN RAHA
AADA KA NAAM LENE LAGE HAIN MISAAL MAIN"

YE SHER MUJHE HAASIL-E-GHAZAL LAGA.....

DAAD KA GULDASTA PESH-E-KHIDMAT HAI......

ALLA'H KARE AAP ISI TARAH LIKHTE RAHEIN AUR HUM PADHTE RAHEIN........

aapka apna,

armaan

Posted: Wed Feb 06, 2008 8:09 pm
by jawaid badauni
Muzaffar Saahab, tasleemaat

nihayat umda Khayalaat, achchee zubaan aur sheriyat wa aamad
sabhi kuch hai aap ki is Ghazal meN. Zindabad. dil khush huuwa paRhker.

mere daad qubool farmaaiyega.

MuKhliS
Jawaid