Page 1 of 1

islamic

Posted: Sun May 18, 2008 1:33 pm
by khamis bin saleh
Assalam-u-alaikum….. Dear All, pray for me, my family,all brothers & sisters and for all Mominin on the earth.

Zaaya na jayegi mehnat namaz ki,
Dono jahaan ki khair hai daulat namaz ki,
Dil me basalo dosto hasrat namaz ki,
Sajde me jaakar lootlo rehmat namaz ki…


RASOOLALLAH( S.A.W) ne farmaya,
Jab apne liye dua karo to dusron ko bhi yaad kiya karo,
Kya pata uske naseeb ki khushi tumhari dua ke intezar me ho…


These r helpful for our life

1. Sura Yasin --- Relief from azaab in the grave.
2. Sura Ar Rahman --- It'll make us rich in dunia.
3. Sura Al Waqiya --- It'll release u from hunger.
4. Sura al mulk --- Brings light in ur grave…
5. Sura Al Jasiya --- It'll bring peace in ur life

Al Hadees -----
Musalmaan par Musalmaan ke Panch Haq hai,

Salaam ka jawab dena,
Mareez ki Eeyadat karna,
Janaze ke Hamrah jana,
Dawat Khabul karna
Cheenk ka Jawab dena


Jannat ke 8 darjey ..
1. Jannatul mava.
2. Darul maqaam
3. Darul Salaam
4. Darul Khuld
5. Jannatul-adaan
6. Jannatul-nayeem
7. Jannatul-kasif
8. Jannatul-firdous

Best :
Leader -------- Allah
Guide -------- Quran
Lyrics -------- Azaan
Loyalty -------- Imaan
Request -------- Dua
Protection -------- Fitra
Oath -------- Kalma
Exercise -------- Namaz
Self Control -------- Roza
Charity -------- Zakat
Tour -------- Haj


Some Facts about Quraan :---

Quran mein 700 baar Namaz ki dawat di gayi hai.
Ayesha (RA) ne sab se pehle Quran ki aayaton ko gina hai.
Quran me Surah-Al-Baqarah sabse badi Surah hai, aur Surah-Kausar sab se
chhoti Surah hai.
Quran ko pura hone me 22 saal, 5 mahine, aur14 din lage.
Quraan me ALLAH ka naam 2584 baar hai.
Duniya me Quran 103 language me hai.

Re: Islamic

Posted: Sat May 24, 2008 2:38 pm
by Muzaffar Ahmad Muzaffar
moHtaram khamis bin Saleh SaaHib Assalam-o-alikum!

meHfil meN tashreef aawaree ke liye mamnoon hooN jazakAllah!
aap ne baRee meHnat aor talash se namaaz aor deegar u'moor kee jaanib tawajjah dilaee hai. Allah aap ko jaza-e-khaer se nawaze Aameen!

khush raheeN
Wassalam
Muzaffar A Muzaffar