aik mazahiya ghazl
Moderator: Muzaffar Ahmad Muzaffar
Re: aik mazahiya ghazl
kese mizaaj haiN? ummeed hai baakheriyat hooN ge. Ghazal e'nayat karne ke liye mamnoon hooN. khubSurat alfaaz^ dilkash bandisheeN aor haseeN istea'aarooN ne Ghazal ko jaazib-e-naz^ar bana diya hai. meree jaanib se is khubSuarat koshish par dilee daad qubool keejiye.
mazahiya ghazal waqi aap bahut hi khubsurat kahete hain dam ho too char kiun janaab aath kar sakte hain kiun kay khayaal hai ?
mazahiya ghazal waqi aap bahut hi khubsurat kahete hain dam ho too char kiun janaab aath kar sakte hain kiun kay khayaal hai ?
Re: aik mazahiya ghazl
bohot bohot shukria sonu bhai aap ki hosla afzai aur pasandeedgi k liyee,
sonu bhai asal mai'n faqeer tho allah wale hotey hai'n na ,uss ne badduaa islam k hud mai'n reh kar di hai,kiu'n k islam bayak waqt chaar shaadiu'n se ziadah ki ijazat nahi deta hai
sonu bhai asal mai'n faqeer tho allah wale hotey hai'n na ,uss ne badduaa islam k hud mai'n reh kar di hai,kiu'n k islam bayak waqt chaar shaadiu'n se ziadah ki ijazat nahi deta hai